dil ne usey maan liya,jiska andaz naya_Santan1959_RajendraKumar& KaminiKadam_Mukesh_Hasrat_ Dattaram
Автор: mastkalandr
Загружено: 2018-04-24
Просмотров: 23597
Описание:
Song : dil ne usey maan liya,jiska andaaz naya
Film : Santaan,1959,
Singer : Mukesh,
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Music Director: Dattaram Wadkar,
Director: Jyoti Swaroop,
Cast : Rajendra Kumar,Kamini Kadam,Nazir Hussain ,Rita Roy,David Abraham,Dulari,Leela Mishra,Manorama,
Producer : Mukhram Sharma, Mahesh Kaul,
Production Banner: Anupam Chitra Production,
Lyrics :-
Dil ne usey maan liya
jiska andaaz naya
shokh aanchal ke taley
aashiyaan ban hi gaya
aashiyaan ban hi gaya
dil ne usey maan liyaa
jiska andaaz naya
shokh aanchal ke taley
aashiyaan ban hi gaya
aashiyaan ban hi gaya
dil ne usey maan liyaa
unki aankhon ki chamak
jaise heeron ki damak
haaye rangeen ada
ham to jaayenge behak
unki aankhon ki chamak
jaise heeron ki damak
haaye rangeen ada
ham to jaayenge behak
ham to jaayenge behak
hamne wo pyaar kiya
jiska andaaz naya
shokh aanchal ke taley
aashiyaan ban hi gaya
aashiyaan ban hi gaya
dil ne usey maan liyaa
aa aa aa
aa aa aa aa
koi tasweer bani
aaj taqdeer bani
zulf chehre pe jhuki
wohi zanjeer bani
koi tasweer bani
aaj taqdeer bani
zulf chehre pe jhuki
wohi zanjeer bani
wohi zanjeer bani
dil se dil baandh liya
jiska andaaz naya
shokh aanchal ke taley
aashiyaan ban hi gaya
aashiyaan ban hi gaya
dil ne usey maan liyaa
aake sapnon mein sada
le gaye dil ko chura
hamne to dhoondh liya
aankhon mein qaid kiya
aake sapnon mein sada
le gaye dil ko chura
hamne to dhoondh liya
aankhon mein qaid kiya
aankhon mein qaid kiya
unko di aisi sazaa
jiska andaaz naya
shokh aanchal ke taley
aashiyaan ban hi gaya
aashiyaan ban hi gaya
dil ne usey maan liyaa
jiska andaaz naya
shokh aanchal ke taley
aashiyaan ban hi gaya
aashiyaan ban hi gaya
dil ne usey maan liyaa
.................................................................
Sad version
Dil ne usey maan liya
jiska andaaz naya
shokh aanchal ke taley
aashiyaan ban hi gaya
aashiyaan ban hi gaya
dil ne usey maan liyaa
koi tasweer bani
aaj taqdeer bani
zulf chehre pe jhuki
wohi zanjeer bani
koi tasweer bani
aaj taqdeer bani
zulf chehre pe jhuki
wohi zanjeer bani
wohi zanjeer bani
dil se dil baandh liya
jiska andaaz naya
shokh aanchal ke taley
aashiyaan ban hi gaya
aashiyaan ban hi gaya
dil ne usey maan liyaa...
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: