Har Insan Se Gunah Hota Hai | Allah Ki Rehmat | Tauba Ka Paigham | Tehmi Records
Автор: Tehmi Records
Загружено: 2026-01-07
Просмотров: 186
Описание:
Har Insan Se Gunah Hota Hai | Allah Ki Rehmat | Tauba Ka Paigham | Tehmi Records
Har insan ghaltiyon ka putla hai۔ Koi bhi gunah se paak nahi، lekin Allah Ta’ala ki rehmat gunahon se kahin zyada wasi hai۔
Islam humein mayoos hona nahi سکھاتا بلکہ tauba ka darwaza hamesha khula rakhta hai۔
Is video mein bataya gaya hai ke:
Gunah hona insani fitrat hai
Behtareen insaan wo hai jo tauba karta rahe
Allah Ta’ala dil se ki gayi tauba ko qubool farmata hai
Aaj agar hum Allah ki taraf palat aayein to kal Akhirat asaan ho sakti hai۔
Der na karein، aaj hi apni zindagi ko badalne ka faisla karein۔
👉 Video ko Like karein
👉 Share karein taake aur log bhi umeed hasil kar saken
👉 Subscribe karein Islamic reminders ke liye
Ya Allah! Humein sachi tauba naseeb farma, Aameen 🤲
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: