Moti Sagar Dam Overflow | टोंक का मोती सागर बांध हुआ ओवरफ्लो
Автор: know the things
Загружено: 2025-07-19
Просмотров: 5316
Описание:
Moti Sagar Dam Overflow | टोंक का मोती सागर बांध हुआ ओवरफ्लो @knowthethings
pichhle Dinon ho rahi acchi barsat ka hi natija hai ki Moti Sagar bandh mein Pani ki acchi awaaz Hui Hai aur pichhali Raat Se Hi yahan teen fit ki Chadar chal rahi hai halanki Pani bahut adhik aane ki vajah se yahan paryatak abhi nahane ka luft nahin utha rahe hain lekin jab ismein Pani ki Chadar ka level kam hoga tab pahle ke varshon ki bhanti hi Moti Sagar bandh ek picnic spot Ban jaega jankari ke liye Bata De doston Jaipur se Tonk se Bundi se Kota se aaspaas ke jilon se is bandh ko dekhne ke liye Bhari sankhya mein bheed aati Hai aur aaspaas ke Kshetra mein vote ka aayojan Kiya jata Hai rasoi ka aayojan Kiya jata Hai daal bati churma ka aayojan Kiya jata Hai samne Se bahta hua Pani jab nale mein se hokar gujarta hai to bahut hi ramnik drishya ban jata hai isiliye log yahan ke support ko bahut adhik pasand karte Hain aaspaas ke log bhi yahan per chai pakaudi papad ke thele lagakar unke liye bhi rojgar ka sadhan uplabdh ho jata hai
#motisagar
#bansriver
#DND
#devnarayandhaba
#मोतीसागर
#बीसलपुर
#बिसलपुरकाबंदा
#बीसलपुरकाबंदा
#बीसलपुरडेम
#वाटर
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: