Drug Addiction Se Bachne Ka Hal Kabbadi | Adil Jatt Podcast
Автор: Adil JaTT
Загружено: 2026-01-24
Просмотров: 5
Описание:
Is video mein international Kabbadi player Malik Binyameen batate hain ke kaise rural areas mein manshiat (drugs) ka zor barh raha hai aur naujawan nasal tabah ho rahi hai. Is masle ka hal nikalne ke liye unhon ne apni zameen par ek Kabbadi ground banaya hai jahan rozana 35 se 40 larke sakht mehnat aur practice karte hain. Malik Binyameen ka manna hai ke agar naujawan khelon ki taraf raghib hon ge to wo buri aadaton se door rahein ge. Dekhiye kaise Kabbadi ke zariye wo apne ilaqay ke naujawanon ko ek behtar rasta dikha rahe hain.
#AdilJatt #AdilJattPodcast #PakistaniPodcast #UrduPodcast #MalikBinyameen #KabbadiPlayer #StopDrugs #HealthyYouth #PakistanSports #VillageLife #KabbadiTrainingOur
Mission Promote Positive Picture Of Pakistan
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: