ycliper

Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
Скачать

Namaz Parhne Aur Qaim Karne Mein Farq?!!!

Автор: Fikar E Iqbal

Загружено: 2019-11-09

Просмотров: 65985

Описание: Assalam-o-Alaikum; Namaz parhne aur qaim karne mein farq kya hai? Allah pak ne namaz ke bare mein Quran-e-Pak mein bar bar farmaya ke namaz qaim karo. Lakin hum namaz parhte hain lakin qaim nahi karte. Hum jo namaz parhte hain ye namaz e waqti hai aur jo namaz qaim karna hai us ko daimi namaz kehte hain. Aisi namaz jo kabhi khatam hi nahi hoti daimi namaz aik aisi namaz hai jo hameshan qaim rehti hai jo hameshan hoti hi rehti hai. Namaz qaim ho jay to wo waqt ki muhtaj nahi hai namaz qaim ho jaye to wo zindagi ki muhtaj nahi hai. Jab Nibiyon ne namaz qaim ki to Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne meraaj se pehle jo Nabiyon ko namaz parhai thi wo jism to nahi thay wo kon si namaz thi? Wo roh ki namaz thi aur roh ki namaz aisi namaz hai jo qaim hai. Aur jo namaz qaim ho jaye wo phir marne ke bad bhi hoti hi rehti hai. Aur hum jo jism ki namaz parhte hain ye waqti hai aur jism ke zinda hone tak hi rehti hai jism ke is duniya se rukhsat hone ke bad phir ye namaz bhi khatam ho jati hai. Allah Pak ne Quran-e-Pak mein namaz qaim karne ke bare mein farmaya hai jo bar bar hukum hai wo namaz qaim ka hai. Ab namaz parhne aur qaim karne mein farq kya hai? Hum jo jism se namaz parhte hain ye namaz parhna hai qaim karna nahi hai. Jab ke jo ye namaz parhna hai ye wasela hai namaz qaim karne ka. Agar ap namaz qaim karna chahte hain to phir ap ko roh ki talem hasil karna pare gi. Kiun ke baghair roh ki talem ke ap namaz qaim kar hi nahi sakte. Us ke liye ap ko samjhna ho ga ke roh ki talem kya hai? Hazoor ghous pak farmate hain jab tu zuhab se zikr kare ga to taib kehlaey ga lakin jab tu batin se zikr kare ga to phir tu Arif kehlaey ga. Namaz qaim karne ke liye ap ko batin ko samjhna ho ga. Aik ap ka jism hai ye kya hai ye kaseef hai aur ap ki roh latef hai. Ap ki bilkul hamshakal hai jo ap ke andar qaid hai ap ki roh aur ap ke humshakal 7 aur hain jin ko lataif kaha jata hai. Aik bat yad rahe ke jism ki namaz waqti hai lakin wo namaz jo ap ke andar hai ap apne andar ki namaz ko ujagar kar lein aur wo kabhi khatam nahi hoti aur wo har waqt sajde aur raku hote hi rehte hain. #Namaz #FikarEIqbal #AdvZuhaibHafeez

More Information Vist For

  / fikar_iqbal  
  / advocate-zuhaib-hafeez-218700805689062  
The Country Pakistan: What Will Happen To The Next Time?
   • The Country Pakistan: What Will Happen To ...  
Divine Love True Love Of God!!!
   • Divine Love True Love Of God!!!  

Не удается загрузить Youtube-плеер. Проверьте блокировку Youtube в вашей сети.
Повторяем попытку...
Namaz Parhne Aur Qaim Karne Mein Farq?!!!

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио

Похожие видео

Allah Ki Zaat Ko Pane Ka Amal!!!

Allah Ki Zaat Ko Pane Ka Amal!!!

CHACHA ABDUL SHAKOOR 24 AUGUST 2025 (How Bukhari & Co Turn Salat Into Namaz?)

CHACHA ABDUL SHAKOOR 24 AUGUST 2025 (How Bukhari & Co Turn Salat Into Namaz?)

Namaz Kayam Karo |Mufti Tariq Masood|

Namaz Kayam Karo |Mufti Tariq Masood|

Qalb Ki Fazilat!!!

Qalb Ki Fazilat!!!

Правду скрывают, чтобы не вызвать панику. Открытие Петра Гаряева

Правду скрывают, чтобы не вызвать панику. Открытие Петра Гаряева

Surah Rahman Urdu Tarjuma k Sath 🌿 Qari Al Sheikh Abdul Basit Abdul Samad | سورۃ الرحمٰن

Surah Rahman Urdu Tarjuma k Sath 🌿 Qari Al Sheikh Abdul Basit Abdul Samad | سورۃ الرحمٰن

Saint Power In Islam - Story Of Saint And Allah!!!

Saint Power In Islam - Story Of Saint And Allah!!!

namaz qayam karna hai ya namaz padhna hai quran me kya hukam hai?

namaz qayam karna hai ya namaz padhna hai quran me kya hukam hai?

Noor Sriyait karne Ka Tarika | Dil Mein Khuda Ka Noor Paida Karna| By Advocate Zuhaib Hafeez!!!

Noor Sriyait karne Ka Tarika | Dil Mein Khuda Ka Noor Paida Karna| By Advocate Zuhaib Hafeez!!!

Японский метод: Как убить любую зависимость

Японский метод: Как убить любую зависимость

Surah Rahman Urdu Tarjuma k Sath | Qari Al Sheikh Abdul Basit Abdul Samad | MD Quran Tilawat

Surah Rahman Urdu Tarjuma k Sath | Qari Al Sheikh Abdul Basit Abdul Samad | MD Quran Tilawat

Third Eye Value Batni Ankh Ka Amal!!!

Third Eye Value Batni Ankh Ka Amal!!!

Namaz Parhna Aur Namaz Qaim Karna | Namaz Padhne Ka Tarika | Namaz Aisy Parhain | Mufti Qasim Attari

Namaz Parhna Aur Namaz Qaim Karna | Namaz Padhne Ka Tarika | Namaz Aisy Parhain | Mufti Qasim Attari

Zikr E Qalbi Tazkiya E Nafs Bhi Hai!!!

Zikr E Qalbi Tazkiya E Nafs Bhi Hai!!!

Пророк (ﷺ) ПРЕДУПРЕЖДАЛ о шести типах женщин перед Судным днем

Пророк (ﷺ) ПРЕДУПРЕЖДАЛ о шести типах женщин перед Судным днем

### ⭐ **“Durood Ibrahimi our. Hidden Secrets of Ma,rifah”**

### ⭐ **“Durood Ibrahimi our. Hidden Secrets of Ma,rifah”**

Surah Yaseen (Yasin) with Urdu And Hindi Translation by Qari Ismail Al Nouri | Best Tilawat |Epi 101

Surah Yaseen (Yasin) with Urdu And Hindi Translation by Qari Ismail Al Nouri | Best Tilawat |Epi 101

Isme Allah Zaat Class No(1)  | maulana syed afaq shah | faizan e mustafa

Isme Allah Zaat Class No(1) | maulana syed afaq shah | faizan e mustafa

99 Beautiful Names of ALLAH ASMAUL HUSNA اسماء الله الحسنی in Peaceful Voice By Alaa aqel

99 Beautiful Names of ALLAH ASMAUL HUSNA اسماء الله الحسنی in Peaceful Voice By Alaa aqel

© 2025 ycliper. Все права защищены.



  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности



Контакты для правообладателей: [email protected]