TAREEKHI KHITAB SYEDNA GOHAR SHAHI 1999 I FH Offical
Автор: FH Offical
Загружено: 2022-07-16
Просмотров: 1229
Описание:
TAREEKHI KHITAB SYEDNA GOHAR SHAHI 1999 I FH Offical
tareekhi khitab syedna gohar shahi 1999 me hyderabad kotir sharif me hua tha jis me syedna gohar shahi mazila ul aali ne talbeen e haq se guftagu karte huy imam mehdi a.s k bary bohat rohani guftagu farmai jis me syedna gohar shahi ne farmaya Mehdi a.s ko talash karo,pechano ager koi sari umar ebadat karta rahy aur akhir me Mehdi a.s ki mukhalfat kari to woh bilyam bawer jo دعائے مستجاب b tha ashaba kahf k kuty ki shakal me dozakh me jaey ga.
tareekhi khitab syedna gohar shahi 1999 me syedna gohar shahi ne irshad farmaya ager koi sari umer kuton ki tara zindgi basar karta raha lekin akhir me Mehdi a.s ka sath dai deya woh kuty se hazrat qutmeer ban kar bilyam bawer ki shakal me jannat me jaey ga.aksar kehty hain ager imam mehdi pakistan me mojood hai to woh jail se kyun darta hai?elaan kyun nahin karta?jis tara Hazoor pak (s.a.w.w) us waqt tak gharhon me azan daity rahy jab tak un ko hazrat Umer r.a nahin mile.مصلحتاً hazrat Ali a.s ko baster par sula kar madina sharif ki taraf hijrat kar gaey thy.isi tara Imam Mehdi a.s b مصلحتاً khamosh hai kyun k woh elaan kare ya na kare,jail me rahy ya sher me ya gosha nasheen akhar wohi imam mehdi hai jo Allah ki taraf se hai to phir usy takleef sehny ki kya zaroorat hai.
tareekhi khitab syedna gohar shahi 1999 me syedna gohar shahi ne irshad farmaya aik حدیث k motabik aam khayal hai k abi woh waqt nahin aaya kyun k us waqt dour dour tka deye jal rahy honge.is ka matlab dour dour tak kuch dil chamak rahy honge.aik aur حدیث k motabik woh neya deen banain gai,ya deen me tajdeed karain gai,dono halton me unain ulma ki sazaishon aur fatwon ka muqabla b karna ho ga,jab tak ulma un ko samj na pain gai.
tareekhi khitab syedna gohar shahi 1999 me syedna gohar shahi ne irshad farmaya aik حدیث k motabik woh logon ko be shumar doual dain gai,woh batni doulat ki taraf ashara tha,yani un ka faiz بقول sultab bahoo r.a چہ مسلم چہ کافر چہ زندہ چہ مردہ sub k leye yaksan ho ga.is waqt k leye shahid quran me aaya hai k "jab tum kisi mamle me preshan ho jao to aehl e zikr se poch laina."aehl e zikr kon hote hain?Ghous Pak r.a farmate hain "mera mureed zakir ho ga,ma us ko zakir manta hon jis ka dil allah allah kary warna zubani zikr tota b kar laita hai."dil k zikr se dil ki safai aur dil me b noor peda hota hai,phir wohi dil allah tala k ilham aur rehmani daleel aur asharon k qabil ho jata hai,phir khud ba khud noor ka rukh noor ki taraf aur pechan ho jati hai.
tareekhi khitab syedna gohar shahi 1999 me syedna gohar shahi ne irshad farmaya ham ne arsa 20 saal ki mehnat se lakhon sarfarohon ko qalbi zikr sikhaya,jis k zareye woh gunahon ko tark kar k ishq e rasool s.a.w.w aur ishq e allah me dakhil huy.hazaron mehfil e Hazoori s.a.w.w tak ja pohncy hazaron allah se wasil huy,har kisi k bas me nahin k woh allah tak rasai hasil kar sake kyun k us me shariyat k sath sath tark e gunah,rizq e halal zaroori hain,jalali jamali parhaiz,wird o wazaif aur sultani azkar b karny parthy hain,lekin yaqeen karo ager koi Imam mehdi a.s se wasil ho gaya to phir allah dour nahin hai.kamleen ki nisbat aur mohabbat aik kuty ko hazrat qutmeer bana daiti hai jab k kuty ka koi mazhab nahin tha na hi us ko koi ebadat karna aati thi.
tareekhi khitab syedna gohar shahi 1999 me syedna gohar shahi ne irshad farmaya aik aur اہم baat k hakomat pakistan ne apny نمائندے mukhtalif ایجنسیوں ki sourat me mulk bhar me phelaey huy hain ta k inteshar ko rokny mulk me aman o aman peda krny ki tudabeer,mazhab dushman aur mulk dushman ki sai sai report se hakomat ko aagah karian.lekin tajarba hua hai k yeh ایجنسیوں wale aksar gult reportain behjte rehty hain,firka wariyat ki waja se party b ban jaty hain,khud qatal kara k dousron par case banwa daity hain,shar pasandi ki sourat me bajaey rukawat k tamasha ban jaty hain,jis ki waja se awam hakomat se nufrat karny lagti hai.in بگڑے huy halat ko mad e nazar rakhty huy ma tamam ایجنسیوں ko dawat daita hon k woh mazhabi ya mulki fareeza samjh kar tamam firkon k sarbrahon se meri mulaqat apni mojoodgi me karain,ager meri taleem me koi baat hai jis se deen e islam ko nuqsan ho raha hai ya walion ki taleem se bahir hai to ma usy chorhny k leye tayar hon بصورت دیگر gult پروپیگنڈہ ya gult reportain umat e muslama me khoon rezi ka shikar ho sakti hain jis ka ilm hakomat ko b hai.akhir me doua hai k aj is mehfil k sadkey jo k mehboob e rubani ki hai allah tala mehdi ko pehchanany ki aur sath dainy ki toffique atta farmey.
Fazal-e-Haq Magazine July 2022 Download Link :
https://bit.ly/3mI7mcr
Our Social Likns :
https://fazalehaqoffical.blogspot.com
/ @fhoffical
/ fhoffical786
/ fazalehaqoffical
/ batinitaleem75
#tareekhikhitabsyednagoharshahi1999fhoffical#fhoffical#goharshahi#
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: