Dastageer Sahib Dargah | Srinagar Ki Ruhaniyat | Ghaus-e-Azam (R.A)
Автор: Explore Sufism
Загружено: 2025-04-13
Просмотров: 586
Описание:
Assalamualaikum doston,
Aaj hum Kashmir ke dil Srinagar ke ek paak aur roohani maqam par haazir hue – Dastgeer Sahib Dargah, jo Khanyar ke ilaaqe mein waqiya hai.
Yeh paak zameen Hazrat Sheikh Abdul Qadir Jilani (R.A) se mansoob hai – jine duniya Ghaus-e-Azam ke naam se jaanti hai.
Dastgeer Sahib Dargah Kashmir ki sabse mashhoor aur purani dargahon mein se ek hai, jahan roz hazaaron log dua aur barkat lene aate hain.
Iss video mein dekhiye:
– Dargah ka noorani manzar aur naqashi bhara architecture
– Khanyar Srinagar ki roohani fiza
– Kashmir ka spiritual culture
– Ek sukoon bhara safar jo dil ko chhoo jaaye
Yeh vlog un sab doston ke liye hai jo Sufism, Wali Allahon ki zindagi, aur Islamic heritage mein ruchi rakhte hain.
Agar aap roohaniyat ke raaste par hain, to yeh maqam zaroor dekhein.
📍 Location: Dastgeer Sahib Dargah, Khanyar, Srinagar, Jammu & Kashmir
🎥 Shot on: GoPro Hero 12
🎙 Voice & Vlog: Shadab Akhtar – Duniya Dekho Mere Sath
📢 Apni raaye comment mein likhna na bhoolein. Video pasand aaye to like karein, share karein, aur channel ko subscribe karein.
Follow Us:
/ exploresufism
/ exploresufism
#DastgeerSahib #GhausEAzam #SrinagarDargah #SufiVlog #ExploreSufism
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: