ATHLETES IN PAKISTAN | A GUIDE | UKHANO
Автор: UKHANO
Загружено: 2020-12-18
Просмотров: 216316
Описание:
LYRICS
Ab jaag
is cheekh o pokaar
May ban tu raag
(Verse)
Har din
Har din ek he sawal
Huga arooj ya aj b zawal
Ye saamaj
Aj b na samjay
Mera ye janoon
ye khoon paseena
Bahana
Ye tufaan meray dil may ruka na
Ab sona mera raha na
Shoq ka koi mool nai
Yahe maine suna ta
bachpan se
Ye khel basay rag rag may
Ab sapne banay
Haqeeqat
Koi b museebat
Lagay na Wazni
Ye ghurbaat sirf zehni
Lagao apni juraat
Harna lagay wahmi
Us Zaat k hath may hai
hisab kitaab
May aj b aag
May aj b aab
Apne sawal ka he may jawab
Meray khwaab
Rahay na khwaab
Koi b nai bana bara Raat o raat
(Hook x2)
Ab jaag
in cheekh o pokaar
May ban TU RAAG
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: