Shocking 😳 Truth About Amul Ice Creams
Автор: Swad Safar | Pune Food and Travel Blogger
Загружено: 2026-01-01
Просмотров: 10947
Описание:
⚠️ “Don’t trust food expiry blindly!
31st ki raat agar ye icecream hum khate to 1st ko hospital me jaroor milte!
Amul jaisi brand se ye expectations nahi hai!
31st December celebration chal raha tha 🎉Dessert ke liye humne ice cream order ki —Amul Cookies & Cream, Swiggy Instamart se.
Normally hum direct store se hi lete hain,par ye flavour aksar milta hi nahi…toh socha, online mil gaya — lucky day.
Party khatam hui…aur jab box open kiya…
Bas wahi pe shock lag gaya.
Ice cream itni kharab condition me thi, texture bigda hua,jaise baar-baar freeze aur melt hui ho.
Phir expiry date check ki…
Expiry: 15 Jan 2026Lekin apr 2025 ka manufacturing dekhke hosh ud gae!
Paper pe sab safe lag raha tha,par condition dekh ke ek hi option tha —direct discard.
Humne turant complaint raise ki.
Aur yahin se sawaal shuru hota hai…
Online platformsapna purana stock nikalne ke liyecustomers ko ki health ke sath khel rahe hai!
Aur jab Amul jaisi trusted brand ke productsaisi halat mein hum tak pahochte hain na…toh dukh bhi hota hai.
Yehi hai online food delivery ka kala sach.
Video share karo unke sath jobahot zyada online order karte hai!
#amulicecream #swiggyindia #pune #swadsafar #explore
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: