ChatGPT Course EP#05 – Context Dene Se Behtar Jawab Kaise Mile? | Urdu Tutorial for Beginners
Автор: Tech with Muaz
Загружено: 2025-06-03
Просмотров: 11469
Описание:
Welcome to Episode 05 of our ChatGPT Urdu Tutorial Series!
Is episode mein hum baat karein ge context dene ki, yani AI ko background aur surat-e-haal batana. ChatGPT expert zaroor hai, lekin agar aap context nahi dete, to jawab general ya galat ho sakta hai.
📌 Is Video Mein Aap Seekhein Ge:
1. Context kya hota hai aur kyun zaroori hai?
2. ChatGPT ko background bataye baghair jawab incomplete kyu hota hai?
3. ChatGPT, Claude, Gemini aur Perplexity mein Context kaise de?
Live Prompts:
💔 Ek husband apni wife ko manane ke liye ChatGPT se madad kaise le sakta hai?
🍽️ Ek housewife ko mehmaanon ke liye jaldi aur mazaydar cooking ideas kaise milte hain?
💡 Yeh tutorial specially un logo ke liye hai jo AI Tools ko asaani se seekhna chahte hain Urdu language mein, bina technical confusion ke.
🔔 Subscribe karein aur naye episodes ke liye bell icon zaroor dabayein!
📲 Join my WhatsApp and Telegram Channels:
WhatsApp:
https://whatsapp.com/channel/0029Vb62...
Telegram:
https://t.me/techwithMuaz
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: