“Subah Bhainson Ka Kaam | Gaon Ke Ghar Pani Mein Gir Rahe | Dil Bhar Aaya 💔”
Автор: Shoaib Ali Da Vlogs
Загружено: 2026-01-11
Просмотров: 19
Описание:
Assalam o Alaikum dosto
Main Shoaib Ali aur aap dekh rahe ho Shoaib Ali Da Vlogs.
Aaj ka vlog maine subah subah bhainson ke kaam se start kiya.
Bhainson ko pani pilaya, chara dala, puthay le kar aaya, phir bhainson ko bandha aur sab kaam khud kiya.
Us ke baad main gaon gaya aur apna gaon dikhaya jahan
darya ki wajah se kai ghar pani mein gir chuke hain 😢
Jo ghar bache hue hain, dar lagta hai ke wo bhi gir sakte hain.
Ye vlog gaon ki real zindagi, mehnat aur dukh bhari kahani hai.
Agar aap ko village life, bhains, gaon ke maslay pasand hain to
like karein, comment karein aur channel ko subscribe zaroor karein ❤️
Allah sab ko apni hifazat mein rakhe.
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: