🚦 Karachi Sadar: Traffic Wale Bykea Walon Ka Bilkul Khayal Nahi Karte! 😡
Автор: Prince Laraib Vlogs
Загружено: 2026-01-12
Просмотров: 10
Описание:
Assalamu allahikum viewers
Karachi ke Sadar area me Bykea walon ke sath bohat na-insafi ho rahi hai.
Traffic police kahin bhi bike khari karne nahi deti — na passenger pick karne ka waqt, na drop ka.
Road par rush hota hai, passenger tayar hota hai, lekin traffic wala foran challan ya bhaga deta hai.
Bykea wale bhi to mehnat kar ke rozi kama rahe hain, koi shoq se road par nahi khara hota.
Na proper pickup points hain, na koi rehnumai, sirf pakar aur tang karna.
Sawal yeh hai:
👉 Kya Bykea wale insaan nahi?
👉 Kya unko saans lene ka bhi haq nahi Sadar me?
Hakoomat aur traffic authorities ko chahiye ke
✔ Proper bike pickup zones banaye
✔ Bykea riders ko izzat ke sath kaam karne dein
Mehnat karne walon ko tang karna band karein!
#KarachiTraffic
#SadarKarachi
#BykeaRiders
#BykeaLife
#TrafficPolice
#RiderProblems
#KarachiIssues
#MehnatKiQadar
#BikeRiders
#PublicVoice
#RoadJustice
#KarachiUpdates
#PakistanTraffic
#DailyStruggle
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: