TAREEF - CHRISTMAS SONG HINDI Music & Lyrics by Parimal Raiborde
Автор: The Lighthouse Indian Church Dallas TX
Загружено: 2019-12-28
Просмотров: 480
Описание:
Lyrics & music by Parimal Raiborde.
Tamil chorus by Albert, Telugu by Timothy, Kannada by Smitha
Yeshu Raja paida huwa hai
Aao sabb gaye milke
Shanti ka Raja paida huwa hai
Khushiyan manao milke
Bridge
Tareef karange
Tareef karange
Tareef kare Yeshu Ki
Tareef karange
Tareef karange
Tareef ho Yeshu Raja ki
Dooto ne gaya
Geet khushi ka
Charwaho ne paya
Paigam Khuda ka
Dekho chamka woh sitara
Roshan huwa saars jahan
Tareef Karange
Charni Me Aaya,
Yeshu Hamara
Mariyam Ka woh Pyara,
Raaj Dulara
Yeshu Aaya, Khushiya Laya
Milkar Gaye, Hallelujah
Tareef karange
Beta khuda ka
Malik jahan ka
Dastak hai woh deta
Hum saab ko bulata
Jeevan Dhara
Seerjan haraa
Yeshua mera Taranhara
Tareef Karange
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: