Mili Rehai To Abid Ye Kaam Karke Chale | Bibi Sakina New Noha 2023 | Ali Mujtaba | 13 Safar
Автор: Ali Mujtaba
Загружено: 2023-08-26
Просмотров: 22545
Описание:
Join Our WhatsApp Group
https://chat.whatsapp.com/FcrSG0x5N9q...
Bismillah...﷽
Mili Rehai To Abid Ye Kaam Karke Chale | Bibi Sakina New Noha 2023 | Ali Mujtab 2023 | 13 Safar | Safar 2023
-----------------------------------------------------------------------------
Kalam : Mili Rehai To Abid Ye Kaam Karke Chale
Recited By Ali Mujtaba
Written By Zafar Abbas Zafar Sb
Composition By Zafar Abbas Zafar
Chorus By Own Rizvi & Team
Audio By Folk Studio Fsd
Master & Mixing By RWDS
Video By Ar Studio
Edit By JQ Production | Junaid Qureshi |
Creatives | AH Creations | Ali Hasnain |
-----------------------------------------------------------------------------
Lyrics 📖
💮🌻💮MILI REHAI TOH ABID YE KAAM KARKE CHALE.....NOUHA By ALI MUJTABA & ZAFAR ABBAS ZAFAR💮🌻💮
Mili rehai to Abid (as) yeh kaam kar ke chale
Sab aansu qabr e Sakina (sa) ke naam kar ke chale
Yeh ahle sham se bole agar na ho zehmat
Diya jala diya karna agar mile fursat
Bahen ke waste yeh ehtemam kar ke chale
Sab aansu qabr e Sakina (sa)......................
Dua jo karti thi ro ro ke woh bhi din aaye
Woh jis ke dil main tha arman yeh watan jaye
Use hawalaye zindan e sham kar ke chale
Sab aansu qabr e Sakina (sa)......................
Sakina (sa) sham ke zindan main rah gai tanha
Chale aseer riha ho ke suwaye karbobala
Yeh mareka bhi to Abid (as) tamam kar ke chale
Sab aansu qabr e Sakina (sa)......................
Watan bhi ja ke yeh royenge shaha ke gham main
Ab inki umr basar hogi sheh ke matam main
Jo zeest apni 72 ke naam kar ke chale
Sab aansu qabr e Sakina (sa)......................
Woh kaise bhulayenge jo lag gaye judai ke daagh
Jalaye qabr peh ro ro ke aanson ke charagh
Dilon ke sabr ki khatir yeh kaam kar ke chale
Sab aansu qabr e Sakina (sa)......................
Koi hamara mara to kaha Hussain (as) Hussain (as)
Aza ka farsh bicha to kaha Hussain (as) Hussain (as)
Yeh intezam bhi chauthe imam kar ke chale
Sab aansu qabr e Sakina (sa)......................
ZAFAR sada yahi aati thi aye mere baba
Sabhi watan gaye main qaid main rahi tanha
Lahed se Ahle haram jab salam kar ke chale
Sab aansu qabr e Sakina (sa)......................
----------------------------------------------------------------------------
●FOLLOW US●
⭕Facebook⭕ / alimujtabaofficial
⭕Youtube⭕ / alimujtabaofficial
⭕Twitter⭕https://twitter.com/AliMujtaba1214?s=09
⭕Instagram⭕ / alimujtaba1214
⭕Telegram⭕ https://t.me/AliMujtabaNohay
-----------------------------------------------------------------------------
#MolaHussain #Muharram #SalamYaHussain #Karbala #Noha #Nohay #Majlis #AliMujtaba #YaHussain #SalamBarHussain #LanatBarYazeed #azadari #azadarinetwork #azadari_chitora #azadarijannat #azadarikarorofficial #azadari_hindustan #azadarichitora #world_azadari110official #yahussain #yahussainع #molahussain #molahussainmanqabat #molahussainmola #molahussainmanqabat2023 #karbala #karbalakahini #karbalakawaqia #karbalalive #karbala_ka_dard_bhara_waqia #karbala_ka_waqia #karbalamashallah #karbalastatus #karbalaakbarmerahai #karbalaibrothers #karbalakabayan #karbalamanqabat #noha #nohay #nohaalbum #nohabibifatima #nohabibisakina #nohabibizainab #nohafatimazahra #nohaimamali #nohalyrics #nohamolaali #nohamolaabbas #nohaqurbanjafri #noharingtone #muharram #muharram2022 #muharramnohay2022 #muharram2020 #muharramorkarbala #muharram2021 #muharramkarbala #muharramnohay #muharramringtone #muharramringtone2022 #muharram1444 #muharram1443 #muharam2022
Mili Rehai To Abid Ye Kaam Karke Chale
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: