Gur Waly Rice recipe | Gur walay chawal recipe | How to make Jaggery rice
Автор: Iqra k Khanay😋
Загружено: 2025-12-04
Просмотров: 111
Описание:
Gur Waly Rice recipe | Gur walay chawal recipe | How to make Jaggery rice
Aaj ki video mein hum bana rahe hain Asli Traditional Gur Walay Chawal, jo sardiyon ka perfect meetha hai! Soft, khushbu-daar aur bilkul ghar jaisa taste. Iss recipe mein main ne aap ko step-by-step btaya hai ke gur ko pighla kar chawalon mein kis tarah mix karein taake color bhi perfect aaye aur chawal chipken bhi nahin.
Is video mein aapko milenge perfect ratio, khushbu barhane ke tips, aur woh secret trick jo gur walay chawal ko soft aur mazaydaar banati hai. Ye recipe beginners ke liye bhi bohot easy hai. Aik martaba bana kar dekhein, ghar walay baar baar mangwayenge!
Agar aapko traditional mithay chawal pasand hain to ye recipe aap ki favourite ban jayegi. Video ko like, share aur channel ko subscribe karna na bhoolay. ❤️
GurWalayChawal #GurrRiceRecipe #SweetRice #JaggeryRice #WinterSpecialRecipe #PakistaniFood #EasyRecipes #IqraKhanay #IqraKitchen #HomemadeRecipes #TraditionalFood #QuickRecipes #FoodLovers #DesiFood #ricerecipe
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: