Makar Sankranti Par Dahi Chuda || Wife Ke Saath Full Masti
Автор: Pooja Kumari
Загружено: 2026-01-24
Просмотров: 48
Описание:
Aaj Makar Sankranti ka din thoda special tha kyunki mera work from home chal raha tha aur ghar ka mahol bilkul festive mood mein tha. Lunch mein humne *dahi chuda* enjoy kiya aur wife ne bahut hi tasty aloo matar ki sabzi banayi 😋
Simple sa khana, lekin taste aur pyaar dono full on tha.
Is beech thodi si masti, thoda sa fun aur kuch *funny moments* bhi record ho gaye, jo aap is video mein dekh sakte ho. Aise hi chhoti chhoti khushiyan hi toh family time ko special banati hain.
Agar aapko ghar ka khana, husband-wife bonding, aur real life moments pasand hain, toh video ko like karein, comment karein aur channel ko subscribe zaroor karein.
*Happy Makar Sankranti!*
#makarsankranti #homevlog #hindivlog
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: