ycliper

Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
Скачать

Mere Dono Shahzade | Anjuman Sipah-E-Hussaini Bhanauli Sadat | 2024 Nauha

Автор: Azadari Bhanauli

Загружено: 2024-06-15

Просмотров: 27519

Описание: Tiflan E Muslim Noha

Na Jaane kis Haal Mein honge Mere Dono Shahzade
Anjuman Sipah-E-Hussaini, Bhanauli Sadat

Shahadat Janab Muslim Ibne Aqeel a.s 2024
Reciter: Anjuman Sipah E Hussaini Bhanauli Sadat
Poetry: Waiz Hasan Sultanpuri
Venue: Bara Imambargah, Bhanauli Sadat

Lyrics:-

Muslim ki bewa hardam roti thi ye noha padh kar
Na jane kis haal me honge mere dono shahzade

Mai bhi nhi hun pass me ab na baap ka saya hai sar par
Na jane kis haal me honge mere shahzade

1. Jab se suna h kufe ke halat bahut hi badtar hain
Meri nazron me na jane kaise kaise manzar hain

Apne dil ke tukdo ko mai gar na paungi
Ruk jayengi sansen mai to mar jaungi

Har dam lagta hai wo bulate hain mujhko amma kah kar
Na jane kis haal me honge mere dono shahzade

2. Mera Mohammad (s) baap ke bin ek pal na kahin rah pata tha
Ibrahim (s) bhi baba ke bin chain kahin na pata tha

Apne dil ke tukdo ko mai gar na paungi
Ruk jayengi sansen mai to mar jaungi

Dono pedar se bichhde hain khate honge dar dar thokar
Na jane kis haal me honge mere dono shahzade

3. Kufe walon ne jab se mere wali ko maar diya
Kaanp raha hai mera kaleja ab to na jane kya hoga

Apne dil ke tukdo ko mai gar na paungi
Ruk jayengi sansen mai to mar jaungi

Kon mere dil ke tukdon ko ayega ab ghar lekar
Na jane kis haal me honge mere dono shahzade

4. Haye mere dono pardesi mere liye rote honge
Jane kya khate honge na jane kab sote honge

Apne dil ke tukdo ko mai gar na paungi
Ruk jayengi sansen mai to mar jaungi

Khana kon khilayega or kon lagayega bistar
Na jane kis haal me honge mere dono shahzade

5. Naaz mai apne baccho ke hardam mai uthaya karti thi
Chand sitaron ki tarah dono ko sajaya karti thi

Apne dil ke tukdo ko mai gar na paungi
Ruk jayengi sansen mai to mar Jaungi

Unki yaadein hardam mere dil pe chalati hain khanjar
Na jane kis haal me honge mere dono shahzade

6. Dono musafir hain tanha hain rat o din darte honge
Koi nahi hai puchne wala kaise basar karte honge

Apne dil ke tukdo ko mai gar na paungi
Ruk jayengi sansen mai to mar jaungi

Kufe se anjan hai donon kamsin hain or hain beghar
Na jane kis haal me honge mere dono shahzade

7. Mere khawab me aksar dono khoon me dube aate hain
Amma ham mushkil me hain ye kah kar ashk bahate hain

Apne dil ke tukdo ko mai gar na paungi
Ruk jayengi sansen mai to mar jaungi

Dono kahte hain ab hum lautenge kabhi na aye madar
Na jane kis haal me honge mere dono shahzade

8. "Waiz" us madar ka din kyu tukdo me na bat jaye
Jis ke shahzadon ka sar be jurmo khata hi kat jaye

Jis ke dono bacche mare jayen pyase
Or bachhon ka lasha dukhiya maa na dekhe

Kyu na nikle us dukhiya ke dil se sadayen rah rah kar
Na jane kis haal me honge mere dono shahzade

#tiflanemuslim #newnoha2024 #nohay2024 #noha2024

►Social Media:-
Subscribe :    / azadaribhanauli  
Want to chat? Hit me up on social media!
Instagram:   / iamrizvi  
Facebook:   / bhanaulisadat  

Не удается загрузить Youtube-плеер. Проверьте блокировку Youtube в вашей сети.
Повторяем попытку...
Mere Dono Shahzade | Anjuman Sipah-E-Hussaini Bhanauli Sadat | 2024 Nauha

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио

Похожие видео

Mere Chacha Bhool Gye | New Nauha 2020 | ASH Bhanauli Sadat

Mere Chacha Bhool Gye | New Nauha 2020 | ASH Bhanauli Sadat

Джем – Mere Dono Shahzade | Anjuman Sipah-E-Hussaini Bhanauli Sadat | 2024 Nauha

Джем – Mere Dono Shahzade | Anjuman Sipah-E-Hussaini Bhanauli Sadat | 2024 Nauha

28 January 2026

28 January 2026

Naya Noha 2024 | कट रहा है बाप का गला | Anjuman Sipah-e-Hussaini Bhanauli Sadat

Naya Noha 2024 | कट रहा है बाप का गला | Anjuman Sipah-e-Hussaini Bhanauli Sadat

Me Lut kar Aayi Hu Nana | Ye Roze Par Payambar Ke Kaha Zainab Ne RoRo Kar | Heart Touching Noha 2025

Me Lut kar Aayi Hu Nana | Ye Roze Par Payambar Ke Kaha Zainab Ne RoRo Kar | Heart Touching Noha 2025

Imdad ko aa jao bhai | anjuman asgharia qadeem amhat sultanpur | Anjuman asgharia amhat sultanpur

Imdad ko aa jao bhai | anjuman asgharia qadeem amhat sultanpur | Anjuman asgharia amhat sultanpur

Haye Mara Gaya Mera Kadiyal Jawan Akbar | Anjuman Sipahe Husaini Bhanauli Sadat | 22 Moharram 2022

Haye Mara Gaya Mera Kadiyal Jawan Akbar | Anjuman Sipahe Husaini Bhanauli Sadat | 22 Moharram 2022

Marsiya Chehlum e Imam Hussain a.s | Sofiya Sheraz & Sisters

Marsiya Chehlum e Imam Hussain a.s | Sofiya Sheraz & Sisters

In conversation with Padma Stanzin, President PAGIR

In conversation with Padma Stanzin, President PAGIR

Wa Hussaina | New Nohay 2025 | Anjuman Sipahe Hussaini Bhanauli Sadat

Wa Hussaina | New Nohay 2025 | Anjuman Sipahe Hussaini Bhanauli Sadat

Anjuman Haideriya Maniyarpur रन से दूल्हा बना के लाए है | Nana Nawase Ka Matam Bhain Sultanpur 2023

Anjuman Haideriya Maniyarpur रन से दूल्हा बना के लाए है | Nana Nawase Ka Matam Bhain Sultanpur 2023

सदक़ा उतार दे | صدقہ اتار دے | Sadqa Utaar De | Reciter : Mahfooz Sultanpuri | Khursheed Jaunpuri

सदक़ा उतार दे | صدقہ اتار دے | Sadqa Utaar De | Reciter : Mahfooz Sultanpuri | Khursheed Jaunpuri

ROI BOHAT YATEEM SAKINA NASHEB ME | Abbas Ali Arfi Noha 2024 | Sham e Ghareeba | 10 Muharram Noha

ROI BOHAT YATEEM SAKINA NASHEB ME | Abbas Ali Arfi Noha 2024 | Sham e Ghareeba | 10 Muharram Noha

NEW NAUHA | YA JANAB - E - SAYYADA | Anjuman Sipahe Husaini Bhanauli Sadat 2021

NEW NAUHA | YA JANAB - E - SAYYADA | Anjuman Sipahe Husaini Bhanauli Sadat 2021

Naya Noha 2024 | Sakina ko Itna Sataya Gaya Hai | Anjuman Sipah-e-Hussaini Bhanauli Sadat

Naya Noha 2024 | Sakina ko Itna Sataya Gaya Hai | Anjuman Sipah-e-Hussaini Bhanauli Sadat

New Noha 2025 | Baba Na Tum Dekh Sakoge | Tabish Abbas Jaunpuri | Shahadat Ali Akbar | Nohay 2025

New Noha 2025 | Baba Na Tum Dekh Sakoge | Tabish Abbas Jaunpuri | Shahadat Ali Akbar | Nohay 2025

आखरी पुर्सा | Anjuman Sipahe Hussaini | 8 Rabiul Awwal Bhanauli Sadat 2022 | Juloos e Amaari 2022

आखरी पुर्सा | Anjuman Sipahe Hussaini | 8 Rabiul Awwal Bhanauli Sadat 2022 | Juloos e Amaari 2022

Kiye Hain Shimr Ne Do Qatl Aik Khanjar Se | Master Syed Mohammad Shah | Noha Mola Hussain | Ya Ali

Kiye Hain Shimr Ne Do Qatl Aik Khanjar Se | Master Syed Mohammad Shah | Noha Mola Hussain | Ya Ali

Anjuman Sipah-e-Husaini, (Bhanauli Sadat) | Shaheedan-e-Karbala Ka Matam | Jafaria Squad | 2017-18

Anjuman Sipah-e-Husaini, (Bhanauli Sadat) | Shaheedan-e-Karbala Ka Matam | Jafaria Squad | 2017-18

Noha 2024 | Shahadat Bibi Sakina | Anjuman Sipah-e-Hussaini Bhanauli Sadat

Noha 2024 | Shahadat Bibi Sakina | Anjuman Sipah-e-Hussaini Bhanauli Sadat

© 2025 ycliper. Все права защищены.



  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности



Контакты для правообладателей: [email protected]