Ramzan mein itni zyada barkat kyun hai | Nabi (SAW) ne kya dua bataya | Raaz jaaniye|
Автор: Arshad ki Baat
Загружено: 2026-02-15
Просмотров: 284
Описание:
Assalam-o-Alaikum doston,
Is video mein humne baat ki hai Ramzan-ul-Mubarak ki fazilat aur us barkat ke raaz par jo humein is muqaddas mahine mein milti hai. Ramzan sirf ek ibadat ka mahina nahi, balki Allah ke Kalam (Quran) ke nuzool ka jashn hai.
Is video mein aap jaanenge:
✅ Ramzan ko baqi mahino par fazilat kyun mili?
✅ Jibrail (A.S.) aur Kalam-e-Pak ki barkat ka wo hairatangez kissa jo imaan taaza kar dega.
✅ Nabi (SAW) ki sikhayi hui wo dua jo aapke har gham, karz aur rizq ki pareshani ko door kar sakti hai.
✅ Ramzan mein wo 2 mukhya kaam jinse aap apni kismat badal sakte hain
✅ Gunaho se bachne ki ahmiyat aur ibadat ka sahi tarika.
Ramzan aane wala hai, is mauke ka poora fayda uthayein aur Allah se apne dil ki muradein mangiye.
Video pasand aaye to Like karein, Channel ko Subscribe karein aur apne doston ke sath Share zarur karein.
#Ramzan2026 #KalamEPak
#IslamicBayan
#RamzanKiFazilat
#Dua
#ArshadKiBaat
#RizqKiDua
#QuranBarkat.
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: