Kaal Bhairav Ashtakam | काल भैरव अष्टकम | Hindi Verison | Soni Brothers
Автор: Soni Brothers Bhakti
Загружено: 2025-11-11
Просмотров: 41519
Описание:
Kaal Bhairav Ashtakam | Hindi Verison | Soni Brothers | Kaal Bhairav Song 2025 | Kal Bhairav Song | Kal Bhairavam Song 2026 | Kaal Bhairav Ashtakam Song | Kal Bhairav Bhajan
Original Credits :
Song - Kaal Bhairav Ashtakam
Instagram Accounts :
Soni Brothers - / sonibrothersoff. .
Make Reels On Instagram :
Music Plateforms :
Song Credits :
Singer - Soni Brothers
Lyrics - Adi Shankaracharya
Music - Soni Brothers
Composer - Soni Brothers
Recording - Soni Brothers Music Production
Video Credits :
Featuring -
Special Thanks -
For Supporting Us Financialy, You can pay us on it
Google Pay, Phone-Pe, Paytm, Paypal - 8319766262
For Live Concerts/Studio Recording/Any Enquiries - please call -
+91 8319766262 (Whatsapp)
Lyrics :
devraaj indra jinke charno ki seva karein
shekhar roop mein vo chandra sarp ko dhaaran karein
naradaadi yogi jinki pooja vandana karein
kaashi ke hain aadinaath kaal bhairavam bhaje
koti sooryon sa prakash prabhu ji bhav se taarte
neel kanth teen netra sampannta ko vaarte
kaal ke bhi kaal hain trishool jo dhaaran karein
kaashi ke hain aadinaath kaal bhairavam bhaje
kaal dand se jo poori srishti ka srijan karein
sanvle se aadidev parthiv rogon se pare
vichitra sa vo nritya or ghor tandav karein
kaashi ke hain aadinaath kaal bhairavam bhaje
kaal kaal kaal kaal kaal kaal bhairavam
kaal kaal kaal kaal kaal kaal bhairavam
kaal bhairavam bhaje kaal bhairavam bhaje
om namah namah namah namah namah namah shivay
bhukti mukti dene vaale roop atisundaram
bhakto se jo prem karte teeno loko mein base
kamar bandh ghantiyo se saat svar goonjate
kaashi ke hain aadinaath kaal bhairavam bhaje
dharm ki jo raksha kar adharm ko vinashte
aatma ko karm bandhno se vo nivarte
sunehre sarpo ko apne tan pe hai jo dhaarte
kaashi ke hain aadinaath kaal bhairavam bhaje
ratnajadit charan paaduka pairo mein hain
shaashvat jo isht dev kaamna pooran karein
muktidata hain vo ahankaar yam ka bhang karein
kaashi ke hain aadinaath kaal bhairavam bhaje
kaal kaal kaal kaal kaal kaal bhairavam
kaal kaal kaal kaal kaal kaal bhairavam
kaal bhairavam bhaje kaal bhairavam bhaje
om namah namah namah namah namah namah shivay
jinke haasya ki dhvani man ki bhantiya hare
dhrishtipaat maatra se hamare paap nasht karein
ashtsiddhi daata mund maala ko dhaaran kare
kaashi ke hain aadinaath kaal bhairavam bhaje
bhoot preto ke raaja keerti karte pradaan
karmbandhano se mukt karte hai vo dev mahan
jag ke svaami satya ki raah dikhate hamein
kaashi ke hain aadinaath kaal bhairavam bhaje
kaalbharv ashtakam ka paath jo bhi karte hain
vo manushya gyan or mukti prapta karte hain
shok moh lobh taap krodh naash karne vaale
kaal bhairav ke charno meinsthaan praapt karte hain
#kaalbhairavashtakam
#hindiversion
#sonibrothers
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: