ycliper

Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
Скачать

AGAYE SHABAN MAIN KARBOBALA KE PANJETAN | Dr Amir Rizvi | New Manqabat 2026 | Shaban Manqabat

Автор: Dr Amir Rizvi

Загружено: 2026-01-20

Просмотров: 227683

Описание: AGAYE SHABAN MAIN KARBOBALA KE PANJETAN
New Shaban Manqabat 2026

#AgayeShabanMain #ShabanManqabat #DrAmirRizvi #ZeeshanAbidi #NayyarAbbas #PanjetanPak #Ahlebait #Manqabat2026 #ShabanUlMoazzam #IslamicPoetry #NoorEMuhammad #Wilayat #Karbala #IslamicNaat #NewManqabat

🎙 Recited by: Dr. Amir Rizvi
✍ Written by: Zeeshan Abidi
🎼 Composed by: Nayyar Abbas (Skardu)

Shaban-ul-Moazzam ki barkat aur Karbala ke Panjetan Pak (A.S) ki shaan main pesh ki gayi ek roohani aur dil ko chhoo lene wali manqabat.
Yeh kalam muhabbat-e-Ahl-e-Bait, noor-e-imamat aur wilayat ka paighaam deta hai.

Is manqabat main Panjetan Pak (Hazrat Muhammad ﷺ, Bibi Fatima Zahraؑ, Imam Aliؑ, Imam Hasanؑ aur Imam Hussainؑ) ke zikr se dil roshan ho jata hai.
Har momin ke liye yeh ek roohani tohfa hai jo Shaban ke mahine ko aur bhi mubarak bana deta hai.

Agar aap Ahl-e-Bait se muhabbat rakhte hain to is manqabat ko Like, Share aur Subscribe zaroor karein.

🎧 Available on Streaming Platforms

🔹 Spotify: https://open.spotify.com/artist/7y31p

🔹 Apple Music: Dr Amir Rizvi

--- Lyrics ---

Agaye Shaban main Karbobala ke Panjetan
Zainabؑ o Akbarؑ Hussainؑ Abbasؑ Qasimؑ bin Hasanؑ

Aayi hai Shaban ki pehli ko woh aali maqam
Zeenat-e-Deen-e-Khuda bint-e-Aliؑ Zainabؑ hai naam
Hai isi ki zaat par barah imamon ka salam
Lehja-e-Haiderؑ sunayi de kare jab yeh kalaam
Hum azadaron ki qismat ko jaganay aayi hai
Yeh humein Shabbirؑ ka matam sikhane aayi hai

Muskarakar chand nikla teesri Shaban ka
Agaye hain aaj duniya main Kareem-e-Karbala
Hongay ab Fitrus ko par aur bet-e-Raahib ko ata
Aur badal jayega Hurrؑ ka bhi muqaddar marhaba
Dekh kar bole Aliؑ Zahraؑ Muhammadؐ aur Hasanؑ
Inke aane se mukammal ho gaye hain Panjetan

Chaar Shaban ko woh aaya jo dilon ki aas hai
Jisko Zahraؑ ne kaha beta yeh woh Abbasؑ hai
Be-saharon ke liye yeh naam hi ehsaas hai
Woh kabhi darta nahi Abbasؑ jiske paas hai
Aisa lagta hai ke duniya main hai sab Abbasؑ ka
Jab se Saqqa-e-Sakinaؑ hai laqab Abbasؑ ka

Saatwein Shaban Farwahؑ ko mila aik gulbadan
Naam jab Qasimؑ rakha to ho kar khush bole Hasanؑ
Jab mera Ghaziؑ sikhaye ga isay larnay ka fun
Sar uraayega dharon se soorat-e-Khaibar shikan
Sher ki tarah se jab maidan main yeh dhaarega
Saath Arzaq ke yeh uske saat betay maarega

Giyarhwein Shaban aayi aur Akbarؑ aa gaya
God main Lailaؑ ki humshakal-e-Paighambarؐ aa gaya
Chand sadqa maangnay Shabbirؑ ke ghar aa gaya
Roshni lenay sitaron ko bhi lekar aa gaya
Pehray-e-Ghaiz o Jalal o Raub iske gird hai
Kyun na ho yeh Hazrat-e-Abbasؑ ka shagird hai

Aamir o Zeeshan yeh thay Karbala ke Panjetan
Inki khushboo se mehakta hai Muhammadؐ ka chaman
Haan magar hoti adhoori Karbala ki anjuman
Aatay na Shaban main gar Mehdiؑ Shah-e-Zaman
Yeh woh hai jo Karbala walon ki bhi umeed hai
Is liye Shaban ki pandrah hamari Eid hai


Aap sab se guzarish hai ke is kalam ko sunein, share karein aur apni duاؤں mein yaad rakhein۔ 🤍

Не удается загрузить Youtube-плеер. Проверьте блокировку Youtube в вашей сети.
Повторяем попытку...
AGAYE SHABAN MAIN KARBOBALA KE PANJETAN | Dr Amir Rizvi | New Manqabat 2026 | Shaban Manqabat

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио

Похожие видео

4 Shaban New Manqabat 2026 | Abbas (as) Ne Dekha Khali | Mir Hasan Mir

4 Shaban New Manqabat 2026 | Abbas (as) Ne Dekha Khali | Mir Hasan Mir

سورة البقرة كاملة || لطرد الشياطين وتحصين المنزل || الطفل القارئ عبدالله شعبان ||  Surat Al Baqarah

سورة البقرة كاملة || لطرد الشياطين وتحصين المنزل || الطفل القارئ عبدالله شعبان || Surat Al Baqarah

Нежная мелодия успокаивает нервную систему🌸снижает стресс и тревогу, гармонизирует ум и тело

Нежная мелодия успокаивает нервную систему🌸снижает стресс и тревогу, гармонизирует ум и тело

QADAM QADAM PE ALI KO PUKARTE REHNA | Dr Amir Rizvi | Mola Ali Manqabat 2026

QADAM QADAM PE ALI KO PUKARTE REHNA | Dr Amir Rizvi | Mola Ali Manqabat 2026

НОВЫЙ МИРОВОЙ ПОРЯДОК. ЭПОХА ХАОСА. КАК В НЕЙ ВЫЖИТЬ РОССИИ? Дмитрий Никотин

НОВЫЙ МИРОВОЙ ПОРЯДОК. ЭПОХА ХАОСА. КАК В НЕЙ ВЫЖИТЬ РОССИИ? Дмитрий Никотин

Министр вранья РФ Герасимов. Интервью с Яном Матвеевым от 29.01.2026

Министр вранья РФ Герасимов. Интервью с Яном Матвеевым от 29.01.2026

Maula Hussain Jaan | Nadeem Sarwar, Ali Shanawar & Ali Jee | 2026 / 1447

Maula Hussain Jaan | Nadeem Sarwar, Ali Shanawar & Ali Jee | 2026 / 1447

Chansons Françaises de Paris | Voyage Romantique en Musique

Chansons Françaises de Paris | Voyage Romantique en Musique

4 Shaban Manqabat 2026 | Alamdar e Karbala - علمدارِ کربلا | Muhammad Ali Moshi | Hosein Hadadian

4 Shaban Manqabat 2026 | Alamdar e Karbala - علمدارِ کربلا | Muhammad Ali Moshi | Hosein Hadadian

Har Shab e Jumma Roohon Ki Duniya Mein Kya Kya Hota Hai..? | Maulana Syed Arif Hussain Kazmi

Har Shab e Jumma Roohon Ki Duniya Mein Kya Kya Hota Hai..? | Maulana Syed Arif Hussain Kazmi

Unveiling the Emotions | Madinnah Chor Aye Hain | Heart Touching Naat | Jawad Raza Qadri | JRQ

Unveiling the Emotions | Madinnah Chor Aye Hain | Heart Touching Naat | Jawad Raza Qadri | JRQ

Eid E Ghadeer Manqabat 2025 | GHADEER MAIN | Dr Amir Rizvi | Mola Ali Qasida 2025

Eid E Ghadeer Manqabat 2025 | GHADEER MAIN | Dr Amir Rizvi | Mola Ali Qasida 2025

13 Rajab Manqabat 2026 | KAR RAHA HAI ALI ALI KAABA | Dr Amir Rizvi | Manqabat Mola Ali | Qasida

13 Rajab Manqabat 2026 | KAR RAHA HAI ALI ALI KAABA | Dr Amir Rizvi | Manqabat Mola Ali | Qasida

Намаз

Намаз

3 Shaban Manqabat | Sadqy Hussain (a.s) Ky | Kazmi Brothers | Imam Hussain (a.s) Manqabat 2026

3 Shaban Manqabat | Sadqy Hussain (a.s) Ky | Kazmi Brothers | Imam Hussain (a.s) Manqabat 2026

मंगलवार भक्ति भजन : हनुमान चालीसा, हे दुःख भंजन, हनुमान अमृतवाणी, बजरंग बाण, हनुमान अष्टक व आरती

मंगलवार भक्ति भजन : हनुमान चालीसा, हे दुःख भंजन, हनुमान अमृतवाणी, बजरंग बाण, हनुमान अष्टक व आरती

Munajat e Imam Zamana | ADRIKNA YA MAWLA | Ahmed Raza Nasiri Nohay 2021 | New Nohay 2021 | Muharram

Munajat e Imam Zamana | ADRIKNA YA MAWLA | Ahmed Raza Nasiri Nohay 2021 | New Nohay 2021 | Muharram

KAUN HAIN BAAB E HAWAIJ | Dr Amir Rizvi | Special Manqabat 2025 | Eid Al Fitr

KAUN HAIN BAAB E HAWAIJ | Dr Amir Rizvi | Special Manqabat 2025 | Eid Al Fitr

Hazrat Abbas a.s. Ka Nanihal | Dr Nayyar Jalalpuri | Aalami Jashn Babul Hawaij 2025 | Karbala Iraq

Hazrat Abbas a.s. Ka Nanihal | Dr Nayyar Jalalpuri | Aalami Jashn Babul Hawaij 2025 | Karbala Iraq

DUA FATIMA KI | Dr Amir Rizvi | New Manqabat 2026 | Hazrat Bibi Fatima Zehra Manqabat

DUA FATIMA KI | Dr Amir Rizvi | New Manqabat 2026 | Hazrat Bibi Fatima Zehra Manqabat

© 2025 ycliper. Все права защищены.



  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности



Контакты для правообладателей: [email protected]