Alsi ki Pinni Recipe | Alsi ki Pinni Banane ka Tarika | Flax seed Laddus
Автор: Village Home Kitchen Styles
Загружено: 2026-02-02
Просмотров: 5
Описание:
Alsi ki Pinni Recipe | Alsi ki Pinni Banane ka Tarika | Alsi ke Laddu | Flax seed Laddus
बनाऐ सर्दियो में खायें जाने वाले ताकतवर अलसी के लड्डू जो कमर दर्द,कोलेस्ट्रॉल और वजन को कंट्रोल करें
#alsipinni #alsiladdu
#VillageHomeKitchenStyles
alsi ke panjay
alsi ki pinniyan
alsi panjiri recipe
desi alsi recipe
winter special desi food
homemade alsi panjay
village style sweets
flaxseed panjiri recipe
Ingredients:
Alsi
Mythi
Badam
Chany
Sokha Dhania
Giri
Kishmish
Kamarkas
Phool makany
Chore Batha
Gandum ka aata
Desi ghee
Gur ka shera / sugar
Recipe:
Sab se pehle alsi, mythi, badam, Dhania, chany, giri, kishmish, kamarkas, phool makany aur chore bhatta ko achi tarah grind kar lein.
Ab kadhai mein desi ghee garam karen aur us mein gandum ka aata daal kar halki aanch par sunahri hone tak bhon lein.
Aik baray taslay mein grind ki hui tamam cheezen daal dein.
Is ke baad bhuna hua aata bhi isi mein shamil kar ke achay se mix kar lein.
Ab gur ka shira add karein, achi tarah milayen.
Mixture ko thora thanda hone dein, phir haathon se laddoo bana lein.
Yeh Alsi ke Laddoo sardi ke mausam ke liye bohat taqatwar aur sehatmand hotay hain.
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: