ycliper

Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
Скачать

Sawa Lakh ! Nabiyan choon ! hik ta das !Ustad Mazar Ali Leghari! bhit Shah 2025

Автор: Samaro Azadari

Загружено: 2025-08-09

Просмотров: 2536

Описание: 14th Safar Husseni Qafla At Bhit Shah
Bibi Sakina Noha By Farhan Ali Waris | Baba Jan | Farsi - Urdu | 2020 | بابا جان | اردو - فارسی | سید فرحان علی وارث | پاکستانی

Special Thanks Mohsin Dashti & Haji Mehmood Karimi

Subscribe Our Channel : Samaro Azadari

BABA
BABA
BABA

MAIN AKELI ANDHERA WOH DASHT-E-BALA
JAL GAY KHEME KURTA MERA JAL GAYA
PHIR MERI SAMT KO EK ZALIM BARHA
MAIN LARAZNE LAGEE DIL DHARAKNE LAGA

BABA

USNE KAANO SAY NOCHEE MERE BAALIYA
KAAN KAY KHOON SE KURTA MERA TAR HUWA
USNE MUN PE TAMACHA LAGAYA MERE
MAIN SAMBHAL NA SAKI GIR GAYEE KHAK PE
PHIR MAIN CHILLAY RO KAY CHACHA ABBAS

SHIMR MUJHE MAAR RAHA HAI
MERI MADAD KO KOI NA AYA
BABA MAIN ROTI REH GAYE

=============

BABA
BABA

BABA JAN KIA MAIN KAHUN KIA NA KHUN RANJ-O-ALAM
SHAM-E-GHUM HAAL-E-SAFAR SHAM KAY ZINDAN KAY SITAM

APNE GHUM TUM BHI SUNAO
APNE GHUM MAIN BHI SUNAO

BABA

=============

BABA JAN SHIMR NE JAB
BABA JAN SHIMR NE JAB MAARE TAMACHE MUN'N PER
BAALIYA KHECHE MERI KURTA HUWA KHOON MAIN TAR
BABA JAN DEKHO ZARA
BABA JAN DEKHO ZARA NEELAY HAIN RUKHSAAR MERE
KIA YATEEMO PE SITAM KARTA HAI YUN KOI BASHAR
SHIMR KO DEKH KAY MAIN KHOUF SE THARRATI HUN
BHAIYA SAJJAD(a.s.) KAY PECHE HI MAIN CHUP JATI HUN

BABA

=============

FARSI

BABA JAN DARDED BE JUNA

=============

BABA JAN(a.s.) BAZO BANDHE
BABA JAN(a.s.) BAZO BANDHE SUB K BANDHA MERA GALA
JAB RASAN KHECHTI THI DUM GHUTTA THA HAR GAAM MERA
BABA JAN(a.s.) MENAY KIA
BABA JAN(a.s.) MENAY KIA PANJO PE CHAL KAR WOH SAFAR
DARD HOTA THA TO CHILLATI THI BABA(a.s.) BABA(a.s.)
GHASH MAIN KHATI TO ZAMEEN PER NAHI GIR PATI THI
RASSI IS TARHA SE GARDAN MAIN PHASI JATI THI

BABA(a.s.) BABA(a.s.)

APNE GHUM TUM BHI SUNAO
APNE GHUM MAIN BHI SUNAO

=============

FARSI

BABA JAN DARDED BE JUNA

=============

BABA(a.s.) JAN DEKHNA KIA
BABA(a.s.) JAN DEKHNA KIA SUN BHI NA PAO GAY BAYAN
MERE RUKHSAR PE ZALIM KI ANGHOOTI KAY NISHAN
BABA(a.s.) JAN TUM BHI MUJHE
BABA(a.s.) JAN TUM BHI MUJHE AB NAHI PEHCHANO GAY
KHAAK BAALO MAIN LAHOO KAANO SAY AB TAK HAIN RAWAAN
SABAR HAR GHUM PAY MAGAR KESE KIA MUJH SE SUNO
TERAA SOO MEEL SAFAR KESA KIA MUJH SE SUNO

BABA(a.s.) BABA(a.s.)

APNE GHUM TUM BHI SUNAO
APNE GHUM MAIN BHI SUNAO

=============

FARSI

BABA JAN DARDED BE JUNA

=============

BABA(a.s.) JAN TUM KO NAHI
BABA(a.s.) JAN TUM KO NAHI KIA MERE ZAKHMO KI KHABAR
AB MUJHE LOG BULATE HAIN YATEEMA KEH KAR
BABA(a.s.) JAN AJ TALAK
BABA(a.s.) JAN AJ TALAK MAIN YEH SAMAJH PAAY NAHI
BAAP KA JANA YATEEMI YA ASEERI HAI PADAR
LOG MUJH SE YEHI KEHTE HAIN KAY TU MAANG DUA
AB KISI KO BHI YATEEMI NA MILE TERE TARHA

BABA(a.s.) BABA(a.s.)

APNE GHUM TUM BHI SUNAO
APNE GHUM MAIN BHI SUNAO

=============


FARSI

BABA JAN DARDED BE JUNA

=============

BABA(a.s.) JAN AP KA SAR
BABA(a.s.) JAN AP KA SAR JAB MUJHE ZINDAN MAIN MILA
KHUD KO NA ROUK SAKI ZABT MERA TOOT GAYA
BABA(a.s.) JAN DOOR HUI
BABA(a.s.) JAN DOOR HUI AB MERE SADMO KI THAKAN
AGAY AP BAS AB CHAIN SE AY GI QAZA
BAS YAHIN KHATAM HUI MAZHAR-O-FARHAN BUKA
LE CHALO SATH MUJHE BAALI SAKINA NE KAHA

BABA(a.s.) BABA(a.s.)

APNE GHUM TUM BHI SUNAO
APNE GHUM MAIN BHI SUNAO
BABA(a.s.)

=============

This channel managed by MobiTising - Asia's Largest YouTube Management Network.
For connecting your channel contact Now: Email: [email protected]
Cell: 03013993426

#FarhanAliWaris #BabaJan #newnoha2020

Не удается загрузить Youtube-плеер. Проверьте блокировку Youtube в вашей сети.
Повторяем попытку...
Sawa Lakh ! Nabiyan choon ! hik ta das !Ustad Mazar Ali Leghari! bhit Shah 2025

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио

Похожие видео

Ustad Zawar Mazhar Ali Laghari Noha Sawa Lakh Nabia Tu Hik Ta das 14 Safar 2025 Bhitshah

Ustad Zawar Mazhar Ali Laghari Noha Sawa Lakh Nabia Tu Hik Ta das 14 Safar 2025 Bhitshah

Джем – Sawa Lakh ! Nabiyan choon ! hik ta das !Ustad Mazar Ali Leghari! bhit Shah 2025

Джем – Sawa Lakh ! Nabiyan choon ! hik ta das !Ustad Mazar Ali Leghari! bhit Shah 2025

15صفر 1447 انجمن حسینی قافلو نوحہ خوان زوار امان اللہ فلپوٹو  عزاداری بھٹ شاہ سندھ 2025-26

15صفر 1447 انجمن حسینی قافلو نوحہ خوان زوار امان اللہ فلپوٹو عزاداری بھٹ شاہ سندھ 2025-26

21November 2024| Tedi Umat Da Shahar Jo he baba| Qurban Jafre Shahe Barghah KotDije Sindh

21November 2024| Tedi Umat Da Shahar Jo he baba| Qurban Jafre Shahe Barghah KotDije Sindh

ارمان ہے سینڑ تیڈا روضہ ہوندا بین الحرمین معروف نوحا خواں زوار قربان حسین جعفری صاحب ڈیرہ غازی خان

ارمان ہے سینڑ تیڈا روضہ ہوندا بین الحرمین معروف نوحا خواں زوار قربان حسین جعفری صاحب ڈیرہ غازی خان

25 rajab Wo pul jis py Mola Mosa Kazim as ka janaza Rakha Gaya from Kazmain|Pul e Baghdad in Kazmain

25 rajab Wo pul jis py Mola Mosa Kazim as ka janaza Rakha Gaya from Kazmain|Pul e Baghdad in Kazmain

Mukhay Kusji Wanjan Qabool aahay (Sindhi) | Seengar Ali Lanjwani | 2019-20 / 1441

Mukhay Kusji Wanjan Qabool aahay (Sindhi) | Seengar Ali Lanjwani | 2019-20 / 1441

Awo Behnain Main Ayan Cha Akbar as | Qurban Jafri | Saraiki Noha | New Noha Muhram 2025-26Bhit shah

Awo Behnain Main Ayan Cha Akbar as | Qurban Jafri | Saraiki Noha | New Noha Muhram 2025-26Bhit shah

Youm E Ashur Bhitshah Azadari 2025 l Kafla Luta gaya l Anjuman Gulaman E Ahailbait

Youm E Ashur Bhitshah Azadari 2025 l Kafla Luta gaya l Anjuman Gulaman E Ahailbait

January 8, 2026

January 8, 2026

Sawa Lakh Nabiyan Chon Hik Tan Duss | Zawar Mazhar Hussain | 1447/2025 #Noha at #Bhitshah

Sawa Lakh Nabiyan Chon Hik Tan Duss | Zawar Mazhar Hussain | 1447/2025 #Noha at #Bhitshah

Noha | Main Kya Daswa mekho Sham kha giye | Muhammad Ali Chandio 15 Safar ul Muzafar at Bhit Shah

Noha | Main Kya Daswa mekho Sham kha giye | Muhammad Ali Chandio 15 Safar ul Muzafar at Bhit Shah

Zawar ustad Mazhar Ali Laghari ,                   Noha at bhitshah Hussaini Qafila 14safar 2025 ,26

Zawar ustad Mazhar Ali Laghari , Noha at bhitshah Hussaini Qafila 14safar 2025 ,26

Ustad fareed ahmed qambrani toun jeinwari maa qasaim as di wahiyani imam bargha Hala new 8 mh 2023

Ustad fareed ahmed qambrani toun jeinwari maa qasaim as di wahiyani imam bargha Hala new 8 mh 2023

New noha Shahadat bibi zainab sa Sajjad Abba de kafan de wich meda mayyat ustad karam hussain karam

New noha Shahadat bibi zainab sa Sajjad Abba de kafan de wich meda mayyat ustad karam hussain karam

Sajjad as Ahdy |  Dithi Mawan Di | Ustad mazhr Ali Laghari | at Bhit shah Sindh hala | 2025

Sajjad as Ahdy | Dithi Mawan Di | Ustad mazhr Ali Laghari | at Bhit shah Sindh hala | 2025

Hussain (as) Veer Main Chehlum | GDH | 20 Safar 1443 | 2021 | Markazi Juloos Chehlum Matiari

Hussain (as) Veer Main Chehlum | GDH | 20 Safar 1443 | 2021 | Markazi Juloos Chehlum Matiari

13 safar 2011 Tando Adam ..Habib Rafiq...Nade Ali

13 safar 2011 Tando Adam ..Habib Rafiq...Nade Ali

Haroon Kay Darbar Main - Imam Musa Kazim Ka Munazra | Allama Asif Raza Alvi

Haroon Kay Darbar Main - Imam Musa Kazim Ka Munazra | Allama Asif Raza Alvi

Ustad Mazhar Ali Laghari Noha Mede Mayat Na cha 15 Safar 1447H at Hussani Qafla Bhitshah

Ustad Mazhar Ali Laghari Noha Mede Mayat Na cha 15 Safar 1447H at Hussani Qafla Bhitshah

© 2025 ycliper. Все права защищены.



  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности



Контакты для правообладателей: [email protected]