Hazar ishq karo lekin itna dhyan rahe ki tumko pehli mohabbat ki bad dua na lage tabish abbas poetry
Автор: BAZM E KHAYAL
Загружено: 2026-01-23
Просмотров: 94
Описание:
Hazar ishq karo lekin itna dhyan rahe ki tumko pehli mohabbat ki bad dua na lage tabish abbas poetry
Apni mitti ka gunhagar nahi ho sakta
Talkh ho sakta hoon dhadaar nahi ho sakta
Main ne pucha tha k izhaar nahi ho sakta
Dil purakara k khabardaar nahi ho sakta
Jis sey pucein tere bare mein yehi kehta hai
Khubsurat hai wafadaar nahi ho sakta
Ik muhabbat tu kain baar bhi ho sakti hai
Aik hi shaks kain baar nahi ho sakta
Waise tu ishq ka hona hi buhat mushkil hai
Ho bhi jye tu lagataar nahi ho sakta
Is liye chahta hoon teri palak par hona
Main kahin aor namodaar nahi ho sakta
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: