Dubai Home Tour | Rent, Rooms & Monthly Expenses |
Автор: Mr Husnain king
Загружено: 2026-01-04
Просмотров: 96
Описание:
#dailyvlog #vlog #dubailife #foryou #roomrant
Assalamualaikum friends 👋
Is vlog mein main aapko apni Dubai ki lifestyle dikha raha hoon aur saath hi Dubai mein room rent ka full detail share kar raha hoon.
Dubai mein rehna kaisa hai?
Room rent kitna hota hai?
Family building ya sharing room?
Daily life, kaam aur rehne ka experience – sab kuch is video mein cover kiya gaya hai.
Agar aap Dubai aane ka plan kar rahe ho ya yahan already rehte ho, to yeh vlog aapke liye helpful hoga.
Video pasand aaye to LIKE 👍, SHARE 🔁 aur CHANNEL ko SUBSCRIBE 🔔 zaroor karein.
Allah Hafiz ❤️
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: