कुंडे की नियाज़ क्यों होती है ? Kunde ki niyaz kyon hoti hai ? AJ
Автор: Alami Junction
Загружено: 2026-01-10
Просмотров: 4967
Описание:
कुंडे की नियाज़ क्यों होती है ? Kunde ki niyaz kyon hoti hai ? AJ
Is video me aap jaanenge Kunde ka Niyaz kyun diya jata hai aur iska asal matlab kya hota hai.
Bahut se log Rajab ke mahine me Kunde ka Niyaz karte hain, lekin zyada tar log iska asli reason nahi jaante.
Is video me hum batate hain:
Kunde me Niyaz kyun diya jata hai,
Isal-e-Sawaab ka matlab kya hota hai,
Imam Jafar Sadiq Rahmatullah Alaih ka is Niyaz se kya taalluq hai,
Aur kya ye amal Ahle Sunnat wal Jamaat ke mutabiq jaiz hai ya nahi.
Ye video aapke sab doubts clear karegi aur is khoobsurat riwaayat ka asal roohani matlab samjhayegi.
Video ko end tak zaroor dekhiye taake poori baat samajh aaye.
#KundeKaNiyaz
#ImamJafarSadiq
#Rajab
#IsaleSawaab
#IslamicVideo
#SunniIslam
#AhleSunnat
#Niyaz
#IslamicKnowledge
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: