E Sharp - Bashira in Trouble
Автор: E SHARP OFFICIAL
Загружено: 2025-12-04
Просмотров: 515
Описание:
Written and composed by Ahmed Zawar
Produced by Anwaar Ahmed and Ahmed Zawar
Bass: Zia Zaidi
Vocals: Ahmed Zawar, Alizay Jafar, Shahzeen Khan
Recorded at Funkaarpur
Mixed & Mastered by Anwaar Ahmed
Lyrics:
Roti woti cheen kay aaj isay phanda doh
Kapray is kay phaarh doh, baray sahab ko jaan doh
Hum maut kay sipahi hain
Hum aap ko le jaayein gai
Hum aap kay baray bhai hain
Bara badtameez hai
Number chaar sau bees hai
Zyada bhaagay rok doh
Mauqa milay thok doh
Idhar se nikane ki bari lambi fees hai
Paise hain toh aan doh
Nahi hai toh jaan doh
Hum ko pata hai kay aaj nashay mein saaray dhuth paray hain
Par peechay dekho toh zalim jitney bhi thay wo buth paray hain
Vadday vadday logon kay vadday vadday qad thay
Aaya jo insaf toh phir dekho bhaagay sub thay
Hum ko pata hai kay aaj nahi toh ye kal jhukein gai
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: