Mawali Ka Gadha Dost Hajjam Ke Paas! | Asif Shaikh Comedy | Wadera Ka Faisla 😂 Asif shaikh(Na kar)
Автор: Asif Shaikh official
Загружено: 2025-10-01
Просмотров: 3450
Описание:
Is funny video mein dekhiye jab Mawali apne dost ko Hajjam Asif Shaikh ke paas le kar aata hai baal banwane, lekin twist tab aata hai jab pata chalta hai ke uska dost aadmi nahi, ek gadha hai! 🐴💈
Asif Shaikh heran o pareshan, gadhe ke baal kaatne se inkaar karta hai... Lekin baat phir chali jaati hai Wadera ke paas! Wadera karta hai faisla... aur jurmana bharna padta hai hajjam ko — Wadera ka danda bhi kaam karta hai! 😆
Mazahiya moqa, zabardast acting, aur unexpected twist!
Aisi comedy sirf yahan milegi!
Video ko like, share aur subscribe karna na bhoolen! 🎭🔥
#Comedy #Mawali #AsifShaikh #Gadha #FunnyVideo #DesiComedy #Hajjam #Wadera #YouTubeShorts
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: