Yummy And Testy 😋Mater Pasta Recipe|बहुत हाई टेस्टी और आसान सी पास्ता रेसिपी |
Автор: cooking passion7081
Загружено: 2026-01-18
Просмотров: 103
Описание:
Yummy And Testy😋 Pasta Recipe|बहुत हाई
टेस्टी और आसान सी पास्ता रेसिपी |
Related keywords
🟢 Mater Pasta Recipe
Ingredients
Pasta – 1 cup (ubla hua)
Hara matar – ½ cup (ubla hua)
Oil / Butter – 2 tbsp
Lehsun – 1 tsp (bareek kata)
Pyaz – 1 medium (bareek kata)
Tamatar – 2 (paste ya finely chopped)
Green chilli – 1 (optional)
Salt – swad anusar
Black pepper – ½ tsp
Red chilli flakes – ½ tsp
Oregano / Mixed herbs – ½ tsp
Fresh cream ya milk – 2 tbsp (optional)
Cheese – grated (optional)
👩🍳 Banane ka Tarika
Sabse pehle pasta ko namak aur thode oil ke saath ubal kar pani nikal kar rakh dein
Kadhai me oil ya butter garam karein
lehsun aur pyaz daal kar halka golden hone tak bhunein
Ab tamatar aur green chilli daal kar achhi tarah pakayein
jab tak masala oil chhod de
Isme ubla hua hara matar daal kar 2–3 minute bhunein
Phir namak black pepper red chilli flakes aur herbs daal kar mix karein
Ab uble hue pasta daal kar sab kuch achhi tarah mila lein
Cream ya milk aur thoda sa pasta ka pani daal kar 2 minute pakayein
Upar se cheese daal kar garam-garam serve karein
✨ Tip
Isme capsicum carrot ya corn bhi add kar sakti hain aur zyada creamy chahiye to thoda aur cream daal sakti hai|
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: