Maulana Fazlur Rahman Ki Siyasat | Maulana Abdul Rahim
Автор: Maulana Abdur Rahim Official
Загружено: 2026-01-30
Просмотров: 30
Описание:
Yeh video maujooda halaat ke tanazur mein aik aham aur sanjeeda mauzoo par hai jismein Maulana Fazlur Rehman ke us moqaf ko bayan kiya gaya hai ke 18 saal se kam umar larka aur larki ke nikah par pabandi wala qanoon Shariat-e-Islamia se mutasir hota hai, is ke sath sath is video mein Ummat-e-Muslima par hone wale zulm, khas taur par Iraq, Iran, Libya, Falasteen, Kashmir aur Ghazza mein America aur us ke ittehadiyon ke hamlon par bhi baat ki gayi hai, video mein yeh nuktah bhi wazeh kiya gaya hai ke in halaat mein Maulana Fazlur Rehman un chand rehnumaon mein se hain jo khul kar in zulmon ke khilaf awaaz uthate rahe hain jab ke aksar log khamosh rahe, yeh video maloomati bhi hai aur fikri bhi, maqsad kisi ki dil azari nahi balkay haqaiq ko awam tak pohanchana hai taake sochne aur samajhne ka rasta khulay, agar aap sanjeeda aur ba-maqsad mazameen aur bayanaat mein dilchaspi rakhte hain to is video ko aakhir tak zaroor dekhein, video ko like karein, share karein, comment mein apni qeemti raye dein aur mazeed aisi videos ke liye channel ko subscribe karein
#pashto_bayan #maulana_fazlur_rehman #mufti_abdul_raheem #maulana_fazlur_rehman_jui #maulana_abdul_raheem #child_marriage_law #kashmir #palestine #ghazza #iran #libya
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: