Bhole Baba Gaura Ji Ki Shadi | Jeetu Sharma | ShivParvati Vivah Lyrical Video | New Shiv Bhajan 2026
Автор: Jeetu Sharma
Загружено: 2026-02-13
Просмотров: 114090
Описание:
Presenting “Bhole Baba Gaura Ji Ki Shadi”, a soulful and divine devotional song celebrating the sacred wedding of Lord Shiva and Maa Parvati. This lyrical video beautifully captures the spiritual essence, love, and grandeur of Shiv-Parvati Vivah through melodious music and heartfelt lyrics.
Sung and written by Jeetu Sharma, this bhajan is perfect for Shivratri, Mahadev bhakti, and all devotional occasions. Immerse yourself in devotion and feel the divine blessings of Bhole Baba.
For any inquiry - +918117838199
👉 Like | Share | Comment | Subscribe for more devotional songs
Lyrics -
तारों की बारात है खुशियों की सौगात है - २
भोले बाबा गौरा जी की शादी वाली रात है
घुंगरू की झंकार है प्रेम की सौगात है - 2
भोले बाबा गौरा जी की शादी वाली रात है
चाँद तारे जैसे सुन्दर लगते है आकाश में
पार्वती शिव लगते सुन्दर दोनों एक साथ में
फूल कलियाँ संग में खिलते जैसे एक ही बाग़ में
सजें हैं शिव जी सजीं हैं गौरा मइया उनके साथ में
शुभ दिन मंगल बेला शिव रात्रि वाली रात हैं
भोले बाबा गौरा जी की शादी वाली रात है - २
फूलों की माला लेके माँ आयी शिव के सामने
जय माला कर शिव के संग में हाथ उनका थामने
सात फेरे सात रस्में प्रेम डोर बांधने
अग्नि को आहुति देते साक्षी उनको मानके
डमरू संग शहनाई गूंजे ऐसी ख़ुशी की बात हैं
भोले बाबा गौरा जी की शादी वाली रात है - २
फूलों की बरसात हैं मेहँदी वाले हाथ हैं - 2
भोले बाबा गौरा जी की शादी वाली रात है
Taron ki baraat hai, khushiyon ki saugat hai - 2
Bhole Baba Gaura Ji ki shaadi wali raat hai.
Ghunghru ki jhankar hai, prem ki saugat hai - 2
Bhole Baba Gaura Ji ki shaadi wali raat hai.
Chaand taare jaise sundar lagte hain aakash mein,
Parvati-Shiv lagte sundar dono ek saath mein.
Phool kaliyan sang mein khilte jaise ek hi baag mein,
Saje hain Shiv ji, saji hain Gaura Maiya unke saath mein.
Shubh din mangal bela, Shivratri wali raat hai,
Bhole Baba Gaura Ji ki shaadi wali raat hai - 2.
Phoolon ki mala leke Maa aayi Shiv ke samne,
Jai mala kar Shiv ke sang mein haath unka thaamne.
Saat phere, saat rasmein, prem dor baandhne,
Agni ko aahuti dete, saakshi unko maan ke.
Damru sang shehnai goonje, aisi khushi ki baat hai,
Bhole Baba Gaura Ji ki shaadi wali raat hai - 2.
Phoolon ki barsaat hai, mehndi wale haath hai - 2,
Bhole Baba Gaura Ji ki shaadi wali raat hai.
#bholebabagavrajikishadi
#jeetusharma
#shivparvativivah
#mahadevbhajan
#shivbhajan
#lyricalbhajan
#devotionalsong
#shivratrispecial
#harharmahadev
🙏 Har Har Mahadev 🙏
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: