नौकरानी से दुल्हन तक | Bold Romantic Novel | Hindi Romantic Novels | Emotional Heart Touching Story
Автор: Novel Suno
Загружено: 2026-03-10
Просмотров: 211
Описание:
नौकरानी से दुल्हन तक | Bold Romantic Novel | Hindi Romantic Novels | Emotional Heart Touching Story
Ek anath ladki ki zindagi tab aur mushkil ho gayi jab maa-baap ke guzarne ke baad uski chachi ne use naukrani bana diya. Gaon ka sardar Ritik usi ghar me rehta tha. Saalon tak sab kuch chup chaap sehne wali us ladki ki kismat us din badal gayi jab Ritik ki shaadi ka din aaya.
Shaadi ki tayariyon ke beech achanak Ritik ki sherwani jal gayi aur ilzaam us anath ladki par aa gaya. Gusse me Ritik uska haath mod kar use garam istree ke paas le gaya. Ladki khud ko bachane ki koshish kar rahi thi, tabhi chachi wahan aa gayi aur unhone dono ko us halat me dekh kar bada bawaal khada kar diya.
Mahfil me hungama mach gaya aur shaadi toot gayi. Lekin us waqt Ritik ne sabke saamne jo kaha, usne poori mehfil ko shock kar diya… kyunki uska faisla sabki soch se bilkul alag tha.
Aakhir Ritik ne sabke saamne kya kaha?
Kya ek anath ladki ki kismat sach me badalne wali thi?
Jaanne ke liye poori kahani zaroor suniye.
heart touching story, emotional kahani, hindi kahani, love story, anath ladki ki kahani, gaon ki kahani, shaadi wali kahani, sad love story, hindi moral story, emotional hindi story.
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: