Voice Over, Camera aur 2025 ka safar | Mic Wali Khatoon kaisay bani?
Автор: Mic Wali Khatoon
Загружено: 2025-12-30
Просмотров: 32
Описание:
Assalam-o-Alaikum doston! 🎙️✨
August 2025 meri zindagi ka wo maheena tha jab maine apne darr ko peechay chora aur 'Mic Wali Khatoon' ki bunyad rakhi. Magar is mic tak pounchnay ka safar itna asaan nahi tha. Aaj ki is video mein main apni kahani share kar rahi hoon. 2 saal pehle voice over seekhnay se lekar, camera shyness se larnay tak, aur phir apne husband aur ustad ki support se apna brand bananay tak ka safar.
Agar aap bhi kisi skill ko seekhna chahte hain ya camera ke samnay anay se darti hain, toh shayad meri struggle aur ye kahani aap ko thora hausla de sakay.
Is video mein aap janenge: ✅ Voice Over ki shuruat kaise hui? ✅ Camera shyness ko kaise khatam kiya? ✅ Self-learning se professional kaam tak ka safar. ✅ 2025 mere liye kyun khaas tha?
Main aap sab ki bohat shukar guzar hoon jo meri is choti si YouTube family ka hissa hain. Aap ke comments mujhe bohat motivate karte hain, is liye niche zaroor batayen ke aap ko meri journey kaisi lagi . Naya Saal Mubarak ho! Dua hai ke 2026 hum sab ke khwabon ki tabeer ka saal ho. 🤲🌟 #micwalikhatoon #voiceactor #myjourney #2025recap #girlboss #newyear2026 #mystory #voiceartist #inspire
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: