सिर्फ़ 3 चीज़ों से बनी सूजी की इतनी अनोखी मिठाई जिसे खाकर आप कहेंगे कि पहले क्यों नहीं बताया🤔😋
Автор: Reeva ke ideas 💡
Загружено: 2026-02-24
Просмотров: 49
Описание:
सिर्फ़ 3 चीज़ों से बनी सूजी की इतनी अनोखी मिठाई जिसे खाकर आप कहेंगे कि पहले क्यों नहीं बताया🤔😋
Agar aap Rasbhari mithai ke deewane hai, to yeah recipe aapko bahut achi lagegi. Aaj ki video mein hum banayenge yeah traditional aur delicious mithai. Yeh mithai aapko jaroor pasand aayegi, aur ek baar aapne ise bana liya to aapke ghar wale roj banane ki zid karenge.
Is video mein main aapko dikhane wali hoon kaise aap ghar par tayar kar sakte hain yeh tasty aur flavorful Rasbhari. Yeh mithai festivals, special occasions, ke liye perfect hai. Rasbhari ki rich taste aur juicy texture aapko zaroor pasand aayegi. Ise khakar aap gulab jamun khana bhool jayenge.
Dosto, video dekhein, try karein, aur mujhe comments mein batayein ki aapko kaisi lagi aapki Rasbhari. Agar aapko yeh video pasand aaye toh like karein, share karein, aur channel ko subscribe karein taaki aap hamare future recipes se connected rahein. Thank you.
#holispecial #easyrecipe #suji #sujisweet #viralvideo #sweet #holispecial
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: