Darbar Baba Syed Noor Shah Wali Sarkar Arbi| paki Mari 400 years old Dargah in Faisalabad|
Автор: Shan Ali Rehman
Загружено: 2021-06-05
Просмотров: 7206
Описание:
Darbar Baba Syed Noor Shah Wali Sarkar Arbi| paki Mari 400 years old Dargah in Faisalabad|
Darbar Baba Noor Shah Wali Sarkar Arbi Faisalabad Mai lari adda k sath in ka darbar ha.
52 kanal pe ya sari jaga apki ha Jis Mai 7 darbar han total ak Qabristan or ak imam Bargha b ha.
yahan Faisalabad or PAKISTAN k kone kone se loog aty Han. har jumrat juma ko yahan Boht rash Hota ha loog Apni Apni mantin or faryadin la kar dur dur se aty Han . loog apne khushi se langar or niyaz bantay han ap ki history aaj Tak koi sahi nahi bta saka Kisi jaga likha ha aap data sahib k waqat edar Han or boht se logo ko musalman kra islam ki taleem aam ki or ak Jaga apka 400 saL likha ha .
albta Faisalabad Mai sub se qadem ya darbar ha .
#shanalirehmanshani #noorshah
#dargah
#faisalabad
#babanoorshahwali
#baba
#ursmubarak
.. • Nusrat Fateh Ali Khan Old Home in andron L...
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: