ycliper

Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
Скачать

FAZILAY GASHT KESE KARTE HAI | फ़ाज़िला गश्त कैसे करें क्या बात करे आदाब कैसे बताएं| TABLIGHI JAMAT

Автор: Ibrahim Speeches

Загружено: 2023-10-22

Просмотров: 7995

Описание: FAZILAY GASHT KESE KARTE HAI | फ़ाज़िला गश्त कैसे करें क्या बात करे आदाब कैसे बताएं| TABLIGHI JAMAT

#namaz #islam #allah #dua #quran #kuran #m #k #muslim #s #r #islamicquotes #makkah #islamic #hadis #ayet #iman #allahuakbar #deen #hzmuhammed #t #zler #din #alhamdulillah #madina #hijab #instagram #sunnah #mekke #prophetmuhamma

GHUST KAY ADAAB 1) mere bhaioon, yeh Allah ka bada ahsaan aur fazal hua kay Allah nay hamein maghrib ki namazba jamat padhnay ki toufeeq ata farmayi aur thodi dair deen ki nisbat par jama farmaya2) hadees ka mafhoom hai kay - “ thordi dair deen ki nisbat par ghour o ’ fikr karna 60 ya 70 saalnafil ibadat say afzal hai ” 3) yahan baithkay hamay is baat ki fikr karna hai kay kaisay meri zindagi mein aur meray gharwalon ki zindagi mein aur saaray alam mein kaise deen aam ho jaye.3) Allah nay hum sub ki kamayabi apnay mubarak deen mein rakhi hai aur jis kisi ki zindagi meindeen hoga A llah usay duniya o’ akhirat dono mein kamiyab farmayengay aur jis kisi ki zindagimein deen na hoga usay duniya o’ ak hirat mein na-kamiyab farmayengay aur deen meraybhaioon zindagi mein mout say pehlay lana hai aur ek baar mout agayi to phir ekbaar subhanallah kehnay ka mouqha na diya jayega4) aur deen 2 cheezo ka naam hai - Allah ka hukum aur Nabi (SAWS) ka tariqha5) jab kabhie bhi duniya mein deen ka bigaad aata to Allah apnay nabiyon ko is deen kay khatirduniya mein bheja , kum o’ besh 1,25,000 nabi is duniya mein aaye aur har nabi nay ek Allahki taraf logon ko bulaya aur jo log unki baat manliye woh kamiyab ho gaye jo log unki baatna maani woh nakaam hue. aur jab tak nabiyon nay deen ki mehnat ki to logon ki zindagimein deen aata aur jab nabi chalay jatay to phir bay-deeni aam ho jati.6) aur aapkay aur mere aaqha Hazrat Mohammed Mustafa ( SAWS ) aakhri nabi hai aur unkay baadkoi nabi ya rasool aanay walay nahi hai (aaj say 1400 saal pehley Huzoor ( SAWS ) ki nabuwat kayzariye Allah nay is deen ko mukammal farmaya) aur yeh deen kay kaam ki zimmaydari(kaar e nubuwwat ka kaam) har emaan walay ka kaam hai kay ……… khud bhi naik amal karay aur naik amal ki dawat day (amar bin maroof) aurkhud bhi buraye say rukay aur dusron ko bhi rokain (nahi anil munkar)7) adaab: ab jo aanay wala amal hai woh ghust wala amal hai is mein 4 aamal ho …… ek saathi yahan baith kar dawat ki baat chalayeek saathi dua o’ zikr mein rahein, Allah say talluq joday aur ijtemaye hidayat ki dua kareinek saathi istaghbaal mein raheinaur ek amal ghust ka ho jis mein 3 sathiuon ka hona ahem haii) pehla ameer: jis ka kaam yeh hain ki jamaat ko dua kara kar ek baazo say rastay ka haq adakartay hue layjaye, gali mein 3 rd kaleema aur bazar mein 4 th kaleemay ka vird karay aur kise kayghar par jaye to ek baazo ho kar khaday aur apnay nazron ki khaas hifazat kareinii) dusara rahbar : - jis ka kaam yah hai ki aapnay muslamaan emaan walay bhai ko acchay andaazmein mutakallim sahab say milaye.iii) teesra mutakallim :- jin ka kaam yeh hai kay muqtasar si emaan aur emaan walay ki qadar o ’ qeemat bata kar apnay bhai ko naghad lenay ki koshish karien. agar koi uzar pesh karein toussay dawat de kar choord-dein ke khood bhi aye aur apne bhaioon ko bhi saath laye.is rastay kay- fazial:is rasstey mein ek baar subhanallah kehein gay to 7 lakh bar subhanallahkehnay ka sawab milayga.aur is raastey mein ek baar kadam rakhegay to 700 kadam ka sawab milaygaaur jo gard, methi Allah kay raastay mein jis badan ko lagay uspar Allah nay jahanum ki aagharaam farmaye hai.Aur wapisi mein nadamat kay saath isteghfaar kartay hue aaye kay jaisa kaam karna thawaisa na kar sakay aur naa-hi us ka haq ada karsakay takey Allah hamay aaendah kay liyequbool farmaye- to is key liya sub bhai taiyaar hai naa …………. (insha-allah)

Не удается загрузить Youtube-плеер. Проверьте блокировку Youtube в вашей сети.
Повторяем попытку...
FAZILAY GASHT KESE KARTE HAI | फ़ाज़िला गश्त कैसे करें क्या बात करे आदाब कैसे बताएं| TABLIGHI JAMAT

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио

Похожие видео

फ़ज़ाइल ए गश्त में क्या बात करते हैं | FAZAIL E GASHT KI BAAT KIS TARIKE SE KARE | BAYAN | TABLIGHi

फ़ज़ाइल ए गश्त में क्या बात करते हैं | FAZAIL E GASHT KI BAAT KIS TARIKE SE KARE | BAYAN | TABLIGHi

Fazail e gasht |Adab e gasht |Umumi gasht |

Fazail e gasht |Adab e gasht |Umumi gasht |

मस्जिद के इमाम को फातिहा के लिए ना बुलाए?

मस्जिद के इमाम को फातिहा के लिए ना बुलाए?

АВИЦЕННА ЗНАЛ: ПОЖИЛЫЕ, НЕ МОЙТЕСЬ ТАК! ЭТО КРАДЕТ ГОДЫ ЖИЗНИ!

АВИЦЕННА ЗНАЛ: ПОЖИЛЫЕ, НЕ МОЙТЕСЬ ТАК! ЭТО КРАДЕТ ГОДЫ ЖИЗНИ!

Tablighi Jamat pr Dar Uloom Deoband ka fatwa -Mufti Taqi Usmani Sahib Ne muhar Laga de

Tablighi Jamat pr Dar Uloom Deoband ka fatwa -Mufti Taqi Usmani Sahib Ne muhar Laga de

دین کی تبلییغ مولانا قاسم قریشی صاحب

دین کی تبلییغ مولانا قاسم قریشی صاحب

Maulana Tariq Jameel Mansehra Tabligi jamat !! Why Maulana Tariq Jameel removed from Tabligi jamat !

Maulana Tariq Jameel Mansehra Tabligi jamat !! Why Maulana Tariq Jameel removed from Tabligi jamat !

Mutakallim Gasht Mein Kese Baat Karen | Mutakallim Ki Baat | Gasht Mein | Ml Abdul Qadeer Official

Mutakallim Gasht Mein Kese Baat Karen | Mutakallim Ki Baat | Gasht Mein | Ml Abdul Qadeer Official

Шейх Ат-Тарифи — Масх (протирание) обычных носков.

Шейх Ат-Тарифи — Масх (протирание) обычных носков.

Fazail e ziker||zikr ke faizail bahetreen andaz me||Zubair bayanat center

Fazail e ziker||zikr ke faizail bahetreen andaz me||Zubair bayanat center

Gasht K Adaab, Adab E Gasht, 6 sifat ka muzakra in urdu, Adab E Gasht Hindi, Adab E Gasht Urdu, Adab

Gasht K Adaab, Adab E Gasht, 6 sifat ka muzakra in urdu, Adab E Gasht Hindi, Adab E Gasht Urdu, Adab

ТАХАДЖУД Намаз. Полная ИНСТРУКЦИЯ От

ТАХАДЖУД Намаз. Полная ИНСТРУКЦИЯ От "А" до "Я"

gasht ka amal molana tariq jameel

gasht ka amal molana tariq jameel

#Fazail_e_Gasht فضائل گشت /Fazail e Gasht /#gasht #tabligh  مفتی محمد ابوالفضل قاسمی

#Fazail_e_Gasht فضائل گشت /Fazail e Gasht /#gasht #tabligh مفتی محمد ابوالفضل قاسمی

6 Sifat Ka Muzakra | 6 No Ka Muzakra |6 No Tablighi Jamaat Malfooz Hazrat Maulana Yusuf Kandhalvi RA

6 Sifat Ka Muzakra | 6 No Ka Muzakra |6 No Tablighi Jamaat Malfooz Hazrat Maulana Yusuf Kandhalvi RA

adab e gasht | आदाब ए गश्त |dawat tablig

adab e gasht | आदाब ए गश्त |dawat tablig

Karguzari tablighi jamaat By mufti Tariq Masood Islamic YouTube

Karguzari tablighi jamaat By mufti Tariq Masood Islamic YouTube

Fazaile gast kaise karen tafsil ke saath गस्त के आदाब कैसे करें एक दम आसानी के साथ Tabligh Channel

Fazaile gast kaise karen tafsil ke saath गस्त के आदाब कैसे करें एक दम आसानी के साथ Tabligh Channel

Adaab E Gasht | آداب گشت | Saif Ur Rehman Speeches

Adaab E Gasht | آداب گشت | Saif Ur Rehman Speeches

Beemari ALLAH Ki Ek Nemat - By Shaikh Masood Ahmad Madani @masjideikhlaas

Beemari ALLAH Ki Ek Nemat - By Shaikh Masood Ahmad Madani @masjideikhlaas

© 2025 ycliper. Все права защищены.



  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности



Контакты для правообладателей: [email protected]