HTML Tutorial for Beginners | Image, Anchor, UL & OL Tags Explained
Автор: Abhiraj Coders
Загружено: 2025-12-14
Просмотров: 11
Описание:
Welcome to Abhiraj Coders
Aaj ke is video mein maine HTML ke Image tag, Anchor tag, UL aur OL tags ko simple language mein explain kiya hai, taaki beginners ko easily samajh aa sake.
Ye video specially un students ke liye hai jo HTML ya Full Stack development start kar rahe hain aur basics clear karna chahte hain.
Is video mein aap seekhenge:
Image tag ka use
Anchor tag se link kaise banate hain
UL aur OL tags ka practical use
Basic concepts without confusion
Main koshish karta hoon ki cheezein real example ke saath aur easy way mein samjhaun, bina over-complication ke.
Agar video helpful lage to like aur subscribe kar dena.
Aap logon ka support hi mujhe aur free content banane ki motivation deta hai.
Thanks for watching and happy learning.
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: