Tajweed Kyun Zaroori Hai | Explain Lahn-e-Jali vs Lahn-e-Khafi | Urdu Hindi | Quran Reading Mistakes
Автор: Misbah Quran Academy
Загружено: 2026-01-21
Просмотров: 52
Описание:
Qur’an ki tilawat sahi hai ya ghaltiyon ke sath?
Agar Tajweed nahi seekhi to kya hum Lahn-e-Jali ya Lahn-e-Khafi ka shikar ho sakte hain?
Is video mein hum detail ke sath samjhenge Tajweed kyun zaroori hai, aur Qur’an parhte waqt honay wali bari aur choti ghaltiyan jo aksar log anjaane mein kar dete hain. Yeh video har us shakhs ke liye hai jo apni tilawat ko behtar, durust aur sunnat ke mutabiq banana chahta hai.
📌 Is video mein aap kya seekhenge?
Tajweed ki ahmiyat Qur’an parhne mein
Lahn-e-Jali kya hai? (bari ghalti jo gunah tak le ja sakti hai)
Lahn-e-Khafi kya hai? (choti ghalti jo husn-e-tilawat kam kar deti hai)
Aam Qur’an reading mistakes jo aksar hoti hain
Sahi tilawat ke liye basic rehnumai tips
Agar aap Noorani Qaida, Tajweed rules, aur Qur’an learning mein interest rakhte hain, to yeh video aap ke liye bohot faida mand
Subscribe karein Qur’an, Tajweed aur Deeni ilm ke liye
💬 Comment mein likhein: Kya aap ko Lahn-e-Jali aur Lahn-e-Khafi ka farq pehle pata tha?
#Tajweed
#TajweedKyunZarooriHai
#LearnTajweed
#QuranTajweed
#LahneJali
#LahneKhafi
#QuranReadingMistakes
#QuranTilawat
#TilawatQuran
#QuranParhneKaTareeqa
#NooraniQaida
#TajweedRules
#TajweedInUrdu
#QuranEducation
#IslamicLearning
#QuranTeaching
#ImproveQuranRecitation
#QuranMistakes
#islamiceducation
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: