Dooriyan - 8K/4K Music Video | Saif Ali Khan, Deepika Padukone | Mohit C | Pritam | Love Aaj Kal
Автор: Sony Music India
Загружено: 2026-02-17
Просмотров: 22563
Описание:
Watch the full video of “Dooriyan” from Love Aaj Kal — now in beautiful 8K/4K quality.
Starring Saif Ali Khan & Deepika Padukone, this timeless melody is soulfully sung by Mohit Chauhan with music by Pritam and heartfelt lyrics by Irshad Kamil.
#dooriyan #loveaajkal #mohitchauhan #pritam #saifalikhan #deepikapadukone #romantichindisongs #sadlovesongs #irshadkamil #evergreenhits
Film – Love Aaj Kal
Singer – Mohit Chauhan
Music – Pritam
Actor – Saif Ali Khan, Deepika Padukone, Rishi Kapoor & Giselli Monteiro
Lyrics - Irshad Kamil
Produced by – Saif Ali Khan
Directed by – Imtiaz Ali
Lyrics
Ye dooriyaan
Ye dooriyaan
Ye dooriyaan in raahoon kee dooriyaan
Nigahon kee dooriyaan humrahon kee dooriyaan
Fanaa ho sabhi dooriyaan
Kyun koyi paas hai dur hai kyun koyi jaane naa koyi yahaan pe
Aa raha paas yaa dur main ja raha jaanun naa main hoon kahaan pe
Ye dooriyaan in raahoon kee dooriyaan
Nigahon kee dooriyaan humrahon kee dooriyaan
Fanaa ho sabhi dooriyaan
Ye dooriyaan
Ye dooriyaan
Ye dooriyaan
Kabhi hua ye bhee khaali raahoon pe bhee too tha mere saath
Kabhi tuje milke lautaa mera dil ye khaali-khaali haath
Ye bhee hua kabhi jaise hua abhi
Tujko sabhi mein paa liya
Tera muje kar jaati hain dooriyaan
Sataati hain dooriyaan tarsaati hain dooriyaan
Fanaa ho sabhi dooriyaan
Kaha bhee naa maine nahi jeenaa maine too jo naa mila
Tuje bhuule se bhee bolaa naa main ye bhee chaahun faaslaa
Bas faaslaa rahe banake kasak jo kahe
Ho aur chahat ye javaan
Teri-meri mit jaani hain dooriyaan
Begaani hain dooriyaan hat jaani hain dooriyaan
Fanaa ho sabhi dooriyaan
Kyun koyi paas hai dur hai kyun koyi jaane naa koyi yahaan pe
Aa raha paas yaa dur main ja raha jaanun naa main hoon kahaan pe
Ye dooriyaan in raahoon kee dooriyaan
Nigahon kee dooriyaan humrahon kee dooriyaan
Fanaa ho sabhi dooriyaan
Ye dooriyaan
Ye dooriyaan
Ye dooriyaan
Audio on Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd (C) 2026
Subscribe & Follow Sony Music India:
/ @sonymusicindia
/ sonymusicindia
/ sonymusicindia
/ sonymusic_india
/ sonymusicindia
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: