Digital Arrest Scam: How One Phone Call Cost ₹9 Crore
Автор: MS Shorts
Загружено: 2025-12-26
Просмотров: 512
Описание:
Digital arrest naam ka koi concept nahi hota.
Is video me hum explain kar rahe hain ek dangerous cyber scam,
jisme scammers police ya CBI officer ban kar phone aur video call karte hain
aur logon se paise transfer karwa lete hain.
Mumbai me ek 85 saal ke senior citizen ne isi digital arrest scam me
₹9 crore kho diye.
Yaad rakhiye:
Police, CBI ya court kabhi phone pe paise nahi maangti.
Agar aisa call aaye:
➡️ Family se baat karein
➡️ Bank ko inform karein
➡️ Cyber Crime Helpline 1930 pe report karein
Is video ko share karein,
taaki aapke parents aur family safe rahein.
#DigitalArrestScam #CyberCrime #PoliceCallScam #OnlineFraud #ScamAwareness #CyberSafety
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: