Homemade Khoya Recipe | Market Jaisa Khoya Ghar Par | Secret Desi Method | Cooking With Ruhma
Автор: Cooking With Ruhma
Загружено: 2025-12-31
Просмотров: 31
Описание:
Is video mein hum aap ko dikhayenge Homemade Khoya Recipe jo bilkul market jaisa soft, fresh aur creamy banta hai. Sirf 2 cheezon se, bina kisi preservative ke, aap ghar par secret desi method se asaani se khoya bana sakte hain.
Aaj kal bazaar ka khoya mehnga bhi hota hai aur pure bhi nahi hota, lekin is simple tareeqay se aap 350 rupay mein 500 gram khoya ghar par khud tayar kar sakte hain. Ye khoya mithaiyon, halwa, gulab jamun, barfi aur har dessert ke liye perfect hai.
Agar aap chahtay hain asli desi zaiqa, to ye recipe zaroor try karein.
Recipe pasand aaye to like, share aur channel Cooking With Ruhma ko subscribe karna na bhoolen.
Comment mein zaroor batayein aap is khoya se kaunsi mithai banayenge 😊
#homemadekhoya
#khoyarecipe
#desikhoya
#marketjaisakhoya
#khoyagharpar
#milkrecipes
#sweetrecipes
#mithairecipes
#desicooking
#pakistanifood
#easyrecipes
#nocookingcream
#traditionalrecipes
#cookingwithruhma
#homemadesweets
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: