ycliper

Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
Скачать

Tere Bhi Din Guzar Gaye, Mere Bhi Din Guzar Gaye - Adeem Hashmi | Solat Bano Soulful Rendition

Автор: Solat Bano

Загружено: 2024-04-09

Просмотров: 53657

Описание: Dive into the soulful rendition of Adeem Hashmi's poignant ghazal by the talented Solat Bano, tere bhi din guzar gaye, mere bhi din guzar gaye.
Experience the nostalgia and emotions as she beautifully captures the essence of fleeting time and lost moments.

Tere liye chale thay hum, tere liye thahar gaye,
Tu ne kaha toh ji uthay, tu ne kaha toh mar gaye.

Kat hi gayi judaai bhi kab, yeh hua ke mar gaye,
Tere bhi din guzar gaye, mere bhi din guzar gaye.

Tu bhi kuch aur aur hai, hum bhi kuch aur aur hain,
Jaane woh tu kahan gaya, jaane woh hum kahan gaye.

Raahon mein hi mile thay hum, raahen naseeb ban gayi,
Woh bhi na apne ghar gaya, hum bhi na apne ghar gaye.

Waqt hi judaai ka itna taweel ho gaya,
Dil mein tere visaal ke jitne thay zakhm bhar gaye.

Hota raha muqabla paani ka aur pyaas ka,
Sahara umad umad padhe, dariya bhar bhar gaye.

Woh bhi ghubar-e-khwaab tha, hum bhi ghubar-e-khwaab thay,
Woh bhi kahin bikhar gaya, hum bhi kahin bikhar gaye.

Koi kinaar aab jo baitha hua hai sarngon,
Kishti kudhar chali gayi, jaane kudhar bhanwar gaye.

Aaj bhi intezar ka waqt hanoot ho gaya,
Aisa laga ke hashar tak saare hi pal thehar gaye.

Baarish-e-wisaal woh hui, sara ghubar dhal gaya,
Woh bhi nikharnikhargaya, hum bhi nikharnikhargaye.

Aab-e-mohabbat ka behr ajeeb behr hai,
Tere to ghark ho gaye, doobe to paar kar gaye.

Itne qareeb ho gaye apne raqeeb ho gaye,
Woh bhi Adeem darr gaya, hum bhi Adeem darr gaye.

Is ke sulook par Adeem apni hayaat o maut hai,
Woh jo mila toh ji uthay, woh na mila toh mar gaye.

#solatbano #adeemhashmi #ghazal #music #nostalgia #urdupoetry #lovepoetry

Не удается загрузить Youtube-плеер. Проверьте блокировку Youtube в вашей сети.
Повторяем попытку...
Tere Bhi Din Guzar Gaye, Mere Bhi Din Guzar Gaye - Adeem Hashmi | Solat Bano Soulful Rendition

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио

Похожие видео

Woh Shakhs Aik Shaam Mein Kitna Badal Gaya - Amjad Islam Amjad Most Popular Ghazal | Solat Bano

Woh Shakhs Aik Shaam Mein Kitna Badal Gaya - Amjad Islam Amjad Most Popular Ghazal | Solat Bano

Ankhon Ka Rang Bat Ka Lehja Badal Gaya | Amjad Islam Amjad | Urdu Poetry

Ankhon Ka Rang Bat Ka Lehja Badal Gaya | Amjad Islam Amjad | Urdu Poetry

Притча - короткометражный художественный фильм

Притча - короткометражный художественный фильм

Джем – Tere Bhi Din Guzar Gaye, Mere Bhi Din Guzar Gaye - Adeem Hashmi | Solat Bano Soulful Rendition

Джем – Tere Bhi Din Guzar Gaye, Mere Bhi Din Guzar Gaye - Adeem Hashmi | Solat Bano Soulful Rendition

Beautiful Ghazal by Ahmed Mushtaq | Heartfelt Lyrics | Voice from Heart | Romantic | Love |

Beautiful Ghazal by Ahmed Mushtaq | Heartfelt Lyrics | Voice from Heart | Romantic | Love |

Harchand sahara hai tere pyar ka dil ko Nayyara Noor

Harchand sahara hai tere pyar ka dil ko Nayyara Noor

Aa Kay Dekho To Kabhi | Adeem Hashmi | Sad Poetry

Aa Kay Dekho To Kabhi | Adeem Hashmi | Sad Poetry

Kat He Gai Judai Bhi Ye Kab Howa K Mar Gaye | Adeem Hashmi | Urdu Sad Poetry

Kat He Gai Judai Bhi Ye Kab Howa K Mar Gaye | Adeem Hashmi | Urdu Sad Poetry

Tumny Jab Zulf e Pareshan Ko Sawara Hoga - (Female Version) - Viral Romantic Sufi Qawwali Full 2025

Tumny Jab Zulf e Pareshan Ko Sawara Hoga - (Female Version) - Viral Romantic Sufi Qawwali Full 2025

New Emotional Urdu Ghazal 2026 | Dunya Se Khafa | Attaullah Abdulqadir - Heart Touching Sad Ghazal

New Emotional Urdu Ghazal 2026 | Dunya Se Khafa | Attaullah Abdulqadir - Heart Touching Sad Ghazal

Ghazal Music|آوازِ نسواں |بسمل صابری کی غزل |Poetry with Music|Urdu Ghazal|@Aawaz.e.Niswan

Ghazal Music|آوازِ نسواں |بسمل صابری کی غزل |Poetry with Music|Urdu Ghazal|@Aawaz.e.Niswan

Mujhy Tum se koi gila Nahi | Dunya ye bewfa | M Nawaz Bhutta गायक मुहम्मद नवाज भुट्टा +923006863380

Mujhy Tum se koi gila Nahi | Dunya ye bewfa | M Nawaz Bhutta गायक मुहम्मद नवाज भुट्टा +923006863380

A Khuda, Teri Rahmat Ka Jo Sagar Hai | New Sufi Qawwali 2025 | Heart Touching Sufi Kalam

A Khuda, Teri Rahmat Ka Jo Sagar Hai | New Sufi Qawwali 2025 | Heart Touching Sufi Kalam

New Sad Ghazal 2026 | Fitnon ka daur hai yeh | Usman Shah | Urdu Poetry | Without Music

New Sad Ghazal 2026 | Fitnon ka daur hai yeh | Usman Shah | Urdu Poetry | Without Music

پریشاں ہو کے میری خاک آخر دل نہ بن جائے، کلام اقبال، صنم ماروی (مفہوم کے ساتھ) تقدیر یزداں

پریشاں ہو کے میری خاک آخر دل نہ بن جائے، کلام اقبال، صنم ماروی (مفہوم کے ساتھ) تقدیر یزداں

Kahan Aa Ke Rukne The Raaste - Amjad Islam Amjad | Solat Bano

Kahan Aa Ke Rukne The Raaste - Amjad Islam Amjad | Solat Bano

Koi Mere Dil Da Haal Na Jaane | Rahat Fateh Ali Khan | Launch of Drama Serial |

Koi Mere Dil Da Haal Na Jaane | Rahat Fateh Ali Khan | Launch of Drama Serial | "Heer Ranjha"

Best Of Sad Ghazals By Dil Ki Duniya | Without Music Urdu Ghazals | Ghazals Collection

Best Of Sad Ghazals By Dil Ki Duniya | Without Music Urdu Ghazals | Ghazals Collection

Tere Bhi Din Guzar Gaye , Mere Bhi Din Guzar Gaye

Tere Bhi Din Guzar Gaye , Mere Bhi Din Guzar Gaye

Superhit Gazal | Khamosh Lab Hai Jhuki Hai Palkein | Abhi Mohbbat Nai Nai Hai |  Mehdi Hasan sahab

Superhit Gazal | Khamosh Lab Hai Jhuki Hai Palkein | Abhi Mohbbat Nai Nai Hai | Mehdi Hasan sahab

© 2025 ycliper. Все права защищены.



  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности



Контакты для правообладателей: [email protected]