Dhaba Style Shimla Mirch Masala | ऐसे बनाएं शिमला मिर्च की सब्जी सब उँगलियाँ चाट जायेंगे
Автор: Garimarani kitchen
Загружено: 2026-02-09
Просмотров: 85
Описание:
Dhaba Style Shimla Mirch Masala | ऐसे बनाएं शिमला मिर्च की सब्जी सब उँगलियाँ चाट जायेंगे
Aaj ke video mein hum banayenge Shimla Mirch ki bahut hi swadisht aur chatpati sabji. Bahut se logon ko Shimla Mirch thodi pheeki lagti hai, par agar aap is tarike se banayenge toh ghar mein bachhe ho ya bade, sab maang-maang kar khayenge!
Ye recipe paranthe, roti ya daal-chawal ke saath perfect lagti hai. Kam tel aur kam masalon mein bani ye sabji aapke roz ke khane ko khaas bana degi.
Video ko LIKE karein aur aise hi desi recipes ke liye hamare channel ko SUBSCRIBE zaroor karein!
#ShimlaMirch #CapsicumRecipe #IndianVegetarianRecipe #ShimlaMirchKiSabji #QuickRecipe #LunchBoxRecipe #CookingVideo
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: