19 April Ko Hone Wale Waqf Act Ke Khilaf Jalse Ki Tayari Ke Silsile Main Intezami Meeting Ka Ineqaad
Автор: Etemaad Daily Videos
Загружено: 2025-04-12
Просмотров: 1022
Описание:
19 April Ko Hone Wale Waqf Act Ke Khilaf Jalse Ki Tayari Ke Silsile Main Intezami Meeting Ka Ineqaad
All India Muslim Personal Law Board ki janib se 19th April ko munaqid hone wale Waqf Qanoon ke khilaf Ehtejaaji Jalsa ki taiyaariyo'n ke silsile mein 14th April ko Darussalam, Hyderabad mein Meeting munaqid ki gayi hai. Iss silsile mein Barrister Asaduddin Owaisi ne "Majlis ke Araakeen-e-Assembly, Corporators, Hyderabad wa Secunderabad ke Majlis ke ilaaqaai sudoor wa moatamadeen aur sargarm rehnumao'n se iss meeting mein shirkat ki guzarish ki. ye Meeting subah 11 baje munaqid ki jayegi.
#aimim #aimplb #asaduddinowaisi #darussalam #etemaadnews
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: