Tajweed Lesson: Is Ayat mein Ghunna aur Idgham kaise karein
Автор: Qari Faheem Ahmed
Загружено: 2026-01-23
Просмотров: 2
Описание:
Assalam-o-Alaikum!
Bohat se log Quran parhte waqt Tajweed ki galtiyan karte hain. Aaj ki is video mein hum Surah Hud ki Ayat 48 ke is tukre "عَلٰۤی اُمَمٍ مِّمَّنۡ مَّعَکَ" ko sahi makhraj aur tajweed ke rules ke sath parhna seekhenge.
Is video mein hum in baato par focus karenge:
Meem Musahddad par ghunna kaise karein.
Idgham (milakar parhne) ka sahi tariqa.
Common galtiyan jo is ayat mein hoti hain.
Quran ko waisa hi parhein jaisa parhne ka haq hai. Video ko end tak dekhein aur apni tilawat darust karein.
#TajweedRules #QuranLearning #CorrectRecitation #SurahHud #QuranUrdu #TajweedLesson #LearnQuran #Makhraj #IslamicEducation
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: