Betab Valley ki Sair aur Pony Ride Adventure in Pahalgam Kashmir
Автор: Local Desi Traveller
Загружено: 2025-08-23
Просмотров: 403
Описание:
Waise pura Kashmir hi itna khubsurat hai ki aapka yahi bus jaane ka man karega. Aap Kashmir ke har kone me kuch naya paoge jo ek alag hi shukun dega. Abhi haal filhaal me jo hadsa Pahalgaam me hua usase thek 5 din pahle hi ham Kashmir ka trip karke laute the hamne Pahalgaam me bahot saari jagah explore ki usme se ek tha Betaab Valley, yaar kya khubsurat jagah hai yaha ki vaadiyaan yaha ka nazara, nadi ka bahta hua paani aapke dil ko moh lega. In khubsurat nazare ko hamne camere me kaid kiya hai jo mai aap logo ke saath share kar raha hu. Aap bhi dekho in khubsurat nazare ko aur Kashmir ki khubsurti ka ehsaas karo. Video ke baare me kuch feedback dena ho to please comment box me likhe mai jarur vichar karunga.
#kashmir #kashmirtourism #kashmirvalley #pahalgam #betabvalley #travel #travelvideo #travelvlog #explore #nature #mountains #valley #tour #travelling
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: