How to Mark Valid Highs & Lows in Trading Markets | Step By Step Guide
Автор: SS TRADEZZ
Загружено: 2026-01-18
Просмотров: 23
Описание:
Is video mein main aapko detail ke sath samjhaunga ke trading market mein valid highs aur valid lows kaise mark kiye jate hain. Bohat se traders yahan galti karte hain ke har high aur low ko valid samajh lete hain, jis ki wajah se galat entries aur losses hotay hain.
Main is video mein clear bataunga:
✔️ Kon sa high valid hota hai
✔️ Kon sa low valid hota hai
❌ Non-valid highs & lows ko kaise identify karein
📉 Market structure ko kaise read karein
📊 Trend continuation aur reversal ka idea kaise mile
Agar aap Gold, Forex ya Indices trade karte ho aur apni price action strong karna chahte ho, to yeh video aap ke liye bohat helpful hogi.
Video ko end tak zaroor dekhein, like karein 👍, channel ko subscribe karein aur apna sawal comments mein pooch sakte ho.
Happy Trading 💹🔥
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: