Dil Nahi Tha Video Banane Ka 😔 Shadowfax Me Kaam Kiya Aaj Phir Bhi Reality Dikhayi
Автор: z to everything
Загружено: 2026-01-20
Просмотров: 55
Описание:
Bhai aaj sach bolu to dil nahi tha video banane ka
kaam karke thak gaya tha aur editing ka bhi time nahi mil paaya 😔
Phir bhi socha Shadowfax delivery ka real scene aap logo ke saath share karu.
Ye video koi show off nahi hai, bas real delivery boy life hai.
Agar aap bhi delivery job karte ho to comment me batao ❤️
Support ke liye like aur subscribe zaroor karna bhai 🙏
Disclaimer:
Ye video sirf experience share karne ke liye hai.
Earning aur workload har jagah alag ho sakta hai.
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: