Deewani Mastani - Full Song Lyrics | Bajirao Mastani | Deepika, Ranveer, Priyanka | Shreya Ghoshal
Автор: Sony Music India
Загружено: 2015-11-26
Просмотров: 13708976
Описание:
Relive the magic and discover the power of love with the lyrical video of Deewani Mastani.
#deewanimastani #bajiraomastani #deepikapadukone #ranveersingh #sanjayleelabhansali #shreyaghoshal
Singers: Shreya Ghoshal and Ganesh Chandanshive
Qawwali Singers: Mujtaba Aziz Naza, Shahdab Faridi, Altmash Faridi, Farhan Sabri
Music: Sanjay Leela Bhansali
Lyrics: Siddharth Garima
Qawwali Lyrics: Nasir Faraaz
Marathi Lyrics: Ganesh Chandanshive
Mixed & Mastered by: Tanay Gajjar at Wow & Flutter Studio, Mumbai
Assisted by: Rupak Thakur
Cast: Ranveer Singh, Deepika Padukone & Priyanka Chopra
Directed by: Sanjay Leela Bhansali
Produced by: Kishore Lulla & Sanjay Leela Bhansali
Lyrics of Deewani Mastani - दीवानी मस्तानी
nabhatun aali apsara nabhatun aali apsara
asi sundara saaj sazpunna aali aali aali
aali ga aali kesa madhi maandla gajra
lokachya nazra khilya tichyavar aali aali aali
duniyachi pyaari tu agrani harni ga
agrani sundaraa ha ha
aali ga aali aali ga aali
aali ga aali oh maharani aali
aga ga ga ga…
nazar jo teri laagi main deewani ho gayi
deewani haan deewani, deewani ho gayi
mash’hoor mere ishq ki kahaani ho gayi
jo jag ne na maani toh maine bhi thaani
kahaan thi main dekho kahaan chali aayi..
kehte hain ye deewani mastani ho gayi
mash’hoor mere ishq ki ye kahani ho gayi
jo jag ne na maani toh maine bhi thaani
kahaan thi main dekho kahaan chali aayi..
kehte hain ye deewani mastani ho gayi
deewani haan deewani, deewani ho gayi
zakham aisa tune lagaya
deewani, deewani, deewani, deewani ho gayi
marham aisa tune lagaya
ruhaani, ruhaani, ruhaani, ruhaani ho gayi
pehchaan mere ishq ki ab toh
pehchaan mere ishq ki ab toh
rawaani, rawaani, rawaani, rawaani ho gayi
ho.. mash’hoor mere ishq ki kahani ho gayi
kehte hai yeh deewani, mastani ho gayi
haan deewani, haan deewani, deewani ho gayi
mash’hoor mere ishq ki kahani ho gayi
jo jag ne na maani toh maine bhi thaani
kahaan thi main dekho kahaan chali aayi
kehte hain ye deewani, mastani ho gayi
deewani haan deewani, deewani ho gayi
sab noor noor sa bikhra hai
ek tu hi khayalon mein utra hai
bas jhoom jhoom jhoom jhoom jaata hai dil
tu mastani hai tu deewani hai
paakeza hasti hain teri, tu noorani hai
sab noor noor sa bikhra hai
ek tu hi khayaalon mein utra hai
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: