माँ शारदे कहा तू वीणा बजा रही है - Maa Sharde Kaha Tu Veena Baja Rahi Hai - Saraswati Vandana
Автор: Lyrical Bhajan Sangrah
Загружено: 2022-02-04
Просмотров: 683990
Описание:
माँ शारदे कहा तू वीणा बजा रही है - Maa Sharde Kaha Tu Veena Baja Rahi Hai - Saraswati Vandana
Subscribe us :-
https://bit.ly/3I1acSY
Visit Our Website :- https://www.bhajansangrah.in
♪ Full Song Available On ♪
--------------------------------------
Gaana :- https://gaana.com/album/maa-sharde-ka...
Jio Saavn :- https://www.jiosaavn.com/album/maa-sh...
Hungama :- https://www.hungama.com/album/maa-sha...
Wynk :- https://wynk.in/music/album/maa-shard...
Google Play :- https://play.google.com/store/music/a...
Album - Maa Sharde Kaha Tu
Song - Maa Sharde Kaha Tu
Singer - Tara Devi
Label - Ambey
Digital Work - Vianet Media
Parent label - Shubham Audio Video
#Basantpanchamibhajan
#Saraswati
#MaashardeKahatu
#Lyricalbhajansangrah
Hindi Lyrics :-
माँ शारदे कहाँ तू,
वीणा बजा रही हैं,
किस मंजु ज्ञान से तू,
जग को लुभा रही हैं ॥
किस भाव में भवानी,
तू मग्न हो रही है,
विनती नहीं हमारी,
क्यों माँ तू सुन रही है । ..x2
हम दीन बाल कब से,
विनती सुना रहें हैं,
चरणों में तेरे माता,
हम सर झुका रहे हैं,
हम सर झुका रहे हैं ।
॥ मां शारदे कहाँ तू, वीणा...॥
अज्ञान तुम हमारा,
माँ शीघ्र दूर कर दो,
द्रुत ज्ञान शुभ्र हम में,
माँ शारदे तू भर दे । ..x2
बालक सभी जगत के,
सूत मात हैं तुम्हारे,
प्राणों से प्रिय है हम,
तेरे पुत्र सब दुलारे,
तेरे पुत्र सब दुलारे ।
॥ मां शारदे कहाँ तू, वीणा...॥
हमको दयामयी तू,
ले गोद में पढ़ाओ,
अमृत जगत का हमको,
माँ शारदे पिलाओ । ..x2
मातेश्वरी तू सुन ले,
सुंदर विनय हमारी,
करके दया तू हर ले,
बाधा जगत की सारी,
बाधा जगत की सारी ।
॥ मां शारदे कहाँ तू, वीणा...॥
माँ शारदे कहाँ तू,
वीणा बजा रही हैं,
किस मंजु ज्ञान से तू,
जग को लुभा रही हैं ॥
English Lyrics :-
Maa Sharde Kaha Tu
Veena Baja Rahi Hai,
Maa Sharde Kaha Tu
Veena Baja Rahi Hai,
Maa Sharde Kaha Tu
Veena Baja Rahi Hai,
Kis Manju Gyan Se Tu
Jag Ko Lubha Rahi Hai,
Kis Manju Gyan Se Tu
Jag Ko Lubha Rahi Hai.
Kis Bhav Mein Bhavani
Tu Magn Ho Rahi Hai,
Viti Nahin Hamari
Kyon Maa Tu Sun Rahi Hai,
Kis Bhav Mein Bhavani
Tu Magn Ho Rahi Hai,
Viti Nahin Hamari
Kyon Maa Tu Sun Rahi Hai.
Hum Deen Baal Kab Se
Vinti Suna Rahen Hai,
Hum Deen Baal Kab Se
Vinti Suna Rahen Hai,
Charanon Mein Tere Mata
Hum Sar Jhuka Rahe Hain,
Hum Sar Jhuka Rahe Hain.
Maa Sharde Kaha Tu
Veena Baja Rahi Hai,
O Kis Manju Gyan Se Tu
Jag Ko Lubha Rahi Hai.
Agyan Tum Hamara
Maa Shighra Dur Kar Do,
Drut Gyan Shubhra Ham Mein
Maa Sharde Tu Bhar De,
Agyan Tum Hamara
Maa Shighra Dur Kar Do,
Drut Gyan Shubhra Ham Mein
Maa Sharde Tu Bhar De.
Balak Sabhi Jagat Ke
Soot Maat Hain Tumhare,
Balak Sabhi Jagat Ke
Soot Maat Hain Tumhare,
Pranon Se Priya Hai Ham
Tere Putra Sab Dulare,
Tere Putra Sab Dulare.
Maa Sharde Kaha Tu
Veena Baja Rahi Hai,
O Kis Manju Gyan Se Tu
Jag Ko Lubha Rahi Hai.
Hamko Dayamayi Tu
Le God Mein Padhao,
Amrit Jagat Ka Hamko
Maa Sharde Pilao,
Hamko Dayamayi Tu
Le God Mein Padhao,
Amrit Jagat Ka Hamko
Maa Sharde Pilao.
Mateshwari Tu Sun Le
Sundar Vinay Hamari,
Mateshwari Tu Sun Le
Sundar Vinay Hamari,
Karke Daya Tu Har Le
Badha Jagat Ki Sari,
Badha Jagat Ki Sari.
Maa Sharde Kaha Tu
Veena Baja Rahi Hai,
O Kis Manju Gyan Se Tu
Jag Ko Lubha Rahi Hai,
Kis Manju Gyan Se Tu
Jag Ko Lubha Rahi Hai.
O Maa Sharde Kaha Tu
Veena Baja Rahi Hai,
Maa Sharde Kaha Tu
Veena Baja Rahi Hai.
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: