🤲Namaz ki rooh Kya ha?Bayan by Dr Tahir ul qadrii ❣️ qeemti bayan 💯
Автор: Voice of Tahir ul qadrii sab
Загружено: 2025-12-17
Просмотров: 925
Описание:
AoA dosto 🥰
Namaz Islam ka bunyadi aur sab se aham rukun hai lekin kya hum waqai Namaz ki rooh ko samajh kar ada karte hain?
👉Is zabardast aur dil ko chhoo lene wale bayan mein Dr Tahir ul Qadri bayan karte hain ke Namaz ki rooh kya hai khushu khuzu ka kya matlab hai aur namaz insan ki zindagi par kya asar daalti hai.
Agar aap chahte hain ke aap ki namaz sirf farz ada karna na ho balkeh Allah se haqeeqi rabta ban jaye to yeh bayan zaroor suniye.
Yeh bayan Islamic bayan namaz ki ahmiyat aur namaz ki haqeeqat samajhne walon ke liye bohat faidemand hai.
👉 Is video mein aap jaanenge k
(1)Namaz ki rooh aur asal maqasid
(2) Khushu khuzu wali namaz ka tareeqa
(3)Namaz se roohani sukoon kaise milta hai
(4) Dr Tahir ul Qadri ka dilnashin andaz-e-bayan
Video ko Like Share aur Channel ko Subscribe zaroor karein taake mazeed Islami bayanaat aap tak pohanch sakein shukriya 🥰
#NamazKiRooh
#NamazKiHaqeeqat
#DrTahirUlQadri
#IslamicBayan
#NamazKiAhmiyat
#KhushuKhuzu
#RoohaniBayan
#IslamicReminder
#DeeniBayan
#NamazKaAsar
#IslamicVideo
#QuranAurNamaz
#best
#bayan
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: